Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
very hi tight song ![]()

agar chai kaY saath bataa rahi ho tau muzaaiQaa naheeN
Chai to main khud pee rahee hoon zara fairgh ho jaao to app ka muamla bhi saaf ker daytay hain
Intizaar farmaeye or araam naal bay jaeye ..ithay uthay lokun dee hun koshish na kereye : P
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
Anwaar qureshi nay fermaya
mere baatoon ka na sir hey na paya
sawaal yeh hai kay
sawal per sawal yeh kay sawal hay hee kion ?
** baahir kiouN itnaa haNsay**
baahir itnaa is ley hansay kay k WOH akyleee nazar ayee thee...
jo ghar aa kar ronaa paRaa
gher aa ker is ley rona pera kay WOH app kay gher apnay 7 bhaiooN kay sath shikyaat ley ker pohnchee hoyee theee
is kay badd ka scene nazreeen khud jaantay hain ..hum nay to kaha to perda rehnay do : P
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
^
![]()

^ sahee NIshanay lug rahay hain apun kay bakhudaa * style maring*
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
![]()
hum maasoom logoon ko aisi baatein samajh nai aati ![]()
Move this thread to General or that Philosophical Forum. And then finally, move it to Life 1. I want to see how the relationships effect this situation.
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
yaar yeh thread jub maiN naY 3 saal aur 2 maheenaY pehlaY post kiyaa thaa, tub tumm loug kahaaN thaY ![]()
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
har achi aur behtar cheez hamaisha dair say hi aati hai ![]()
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
^tub shaid hum PAida nahi hoyee thay confused
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
puranay dhagay kyon udhaaiR rahay hoo ![]()
AQ waisay uss waqt tu inn main say buhat saray paida bhi nahi huay thay
![]()
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
PG aur US operating on same FM frequency
![]()
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
ghar aa ker ammi jaan se maar jo pari thi aur kiya:halo:
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
LOL PG and US … talking on same wavelength ![]()
aap zafeerah ko bhee maarti ho naa :aq:?
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
apnay Soch ka vloume kaam karain na yahan tuk Awazain arahee hain
or bohat saree or baatain bhi pata chal gayeen hain mujhay ..wohee jo kal app kay sath hoa : P
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
tumhain apna waqt bhool gaya hia kiya hai ? :aq: jab sharat ho gi to time out bhi mile ga naa
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
or bohat saree or baatain bhi pata chal gayeen hain mujhay ..wohee jo kal app kay sath hoa : P
kiya hoa thaa PG
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
aaye hayee.. maasoomiat ![]()
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
tum se poocha hai koii
pg jawaab de gi naa:blush:
Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~
Ume, tum idhar kia kar raho ho ![]()
khaaana pakaa liyaaa kia ![]()