~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Baahir kabhi haNsay :hehe: tau Ghar AA kay ro PaRRay:crying:

sawaal yeh hai kay baahir kiouN itnaa haNsay jo ghar aa kar ronaa paRaa:hmmm:?

haiN?:rolleyes:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

bahar circus jo laga hooa tha

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Shadi kar loo :chai:
phirr aik fixed pattern bann jaiey gaa hansnay roonay ka :jhanda:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

challo .. that’s the half riddle… circus thaa haNs liye..
ghar aa kaY roaY kiouN :naraz:?

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

cuz you couldnt be part of the circus…

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

tau woh tau mujhaY phir waheeN ronaa chaahiye thaa naa:hoonh:

pataa naheeN kahaaN kahaaN saY moo uThaa kar aa jaataY haiN, pataa tau hotaa naheeN hai:naraz:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

yeh to mental case hay seedha seedha smack

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

ghar aa ke dekha ke dakaiti ho gaie hai

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

***Sub Roaches nazar aye!..:smiley: ***

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

iss saY ziadah mental case tau phir Meer Taqi Meer kaa thaa :hoonh:

Kabho hansna:hehe:, kabho ronaa:cryingL, kabho hairaan ho rehnaa:eek:
Ishq:love: bhalaY chaNgaY aadmi:smooth: ko deewaana banaa detaa hai:mudhosh:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Sub apnaY apnaY Life experiences kiouN share kar rahai haiN :omg: :omg:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Ji nahin, meray ghar kabhi dakaiti nahin hooi :naraz:
Alhamdolillah! MashaAllah! SubhanAllah!

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Jazak Allah

:cb:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

:hula:

kaan main jhumka
kamar main thumka
kamar pay chooti latkay
huay hain dill kay tukRay tukRay
Laggay pichaasi jhatkay

Taira rang hay nasheela
Anng Ang hay nasheela

:nuch:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Unkil jee… kabhi aap Anaar kali bazaar Lahore, choTiyaaN Sar karnaY gaye haiN???:faizy:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

uncle :rolleyes:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

** muhtraam Anwaar Qureshi sahab **

baz muamlaat per perda rahay to behter hay ..lakin jub app khud hee chahtay kay yoon barsar-e-aam app ka Androone Raaz khola jaye to phir muqabil kia keray

app ik dafa phir sooch lain kia waqyee app is HAnsnay Ronay ki wajhoohaat jannNa chahtay hain ya nahi

chai

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

ohoo
ghalt jaga pay ghalt possht ho gai :woho:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

^ yoon kahain na ghallatee say mistake ho gayee : P

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Mussammi wa Mosambi Noor Chashmi (is it the right word:konfused: ) P_raab_lem girl…

agar chai kaY saath bataa rahi ho tau muzaaiQaa naheeN :chai: