Tum aanay wali museebat say ShutermurghI ki tarah rait main gardan daba kar naheen bach sakteen … Agar Agli dafa election main hissa layna hay tou kaam tou karna parrayga …kanankhiyoon say Khumaar ki jaib ka jaiza laying
bohtay nakhray nahin. na hi meray kol itna tayme hai ga keh har airay ghairay ki demandain puri karoon. ab mujhe president sahab say milna hai apnay private jet par safari kar kay
[quote=]
nahin nahin ab aisi bhi baat thori hai kya
[/quote]
Ab Ziyada Makhan mat lagao ..khatam ho ja’eyga
[quote=]
abhi to nahin tootay…bad dua to na do na…par waisay agar toot gaye to main naye chashmay khareed sakti hoon
[/quote]
I was talking about Toota chashm parrot eyes
[quote=]
hawwwwww hai…you want me to get sick huh?
[/quote]
Haan Taakay main tumhari Teemaardaari kar sakoon
[quote=]
koi baat nahin secretary ko bhaij doon gi
[/quote]
Describe the KhaD O Khaal Of ur sekatry Then I will think abt that
[quote=]
aur neend kyon aanay lagi? kahin tum nay phir say** mera haseen chehra to nahin dekh liye**
[/quote]
condo lizarice kaheen ki