Mayray dil kay Taar
Bajain baar baar :love:
Howaa Mujhay Bukhaar …
Aajaaaaaaaaaaaaaaaa … …
Ab tum nay Bataur e Mayor Halaf lay liya hay lihaza ab yahan k maslay hal karo … cafe main flooding kam ho rahi hay Linain check karo kaheen choke na ho gain hoon …
Aur haan 3 din say tum nay jeeray ko naheen bhaija road ki safai k liay…ussay bhi contact karo aur safai karnay k liay bhaijo …
I waant every thing neat n clean
Re: ~~ KhumaaR ~~
^Mayray Paas khumaar ka number naheen hay
Re: ~~ KhumaaR ~~
mayor hi ghaib ho gaye hain ab cafe ka kia ho ga
ASA
April 30, 2007, 6:50pm
7
Re: ~~ KhumaaR ~~
PK ko acting mayor bana layNgay...
Khumar
April 30, 2007, 7:03pm
8
Re: ~~ KhumaaR ~~
hahaha
i can’t believe i missed this thread
P^K road saaf karnay ka contract (read: jharoo) tumhain hi diya tha. ab jab koi kaam nahin karay ga to us ka anjaam to mauloom hai na
ASA
April 30, 2007, 7:16pm
10
Re: ~~ KhumaaR ~~
ImranQ:
let me be her assistant
aik tu tumhay sub k neechy kaam karne ka baRa shoq hai…
Khumar
April 30, 2007, 7:22pm
11
Re: ~~ KhumaaR ~~
ImranQ:
let me be her assistant
sure. you can be my assistant. first order of business…go make me some coffee
ASA: neechay = basement say bhi neechay wali basement office
ImranQ
April 30, 2007, 7:23pm
12
Re: ~~ KhumaaR ~~
ASA:
kabhi kabhi mei upper bhi ajata hoon
Khumar: Toffee bari ho jao after all you are a Mayor
Khumar
April 30, 2007, 7:29pm
13
Re: ~~ KhumaaR ~~
elevator aaj kharab ho gayi hai. seeriyan charhni parain gi
ImranQ
April 30, 2007, 7:35pm
14
Re: ~~ KhumaaR ~~
^ tum kab kaam aogi khummi ki godi mei chalang lagaing take me to my room :chusni:
ASA
April 30, 2007, 7:39pm
15
Re: ~~ KhumaaR ~~
hamary itnay khobsorat kabro jawan yaar ko … itna neechay mat rakho yaar…
phool taza hawa na milne per murja jaaty haiN…
Khumar
April 30, 2007, 8:11pm
16
Re: ~~ KhumaaR ~~
baysharam kahin kay. tumhara kamra neecha hai kitni dafa kahoon dhaka daying from the stairs
par gobhi kay phool ko to kehtay hain thandi aur andhairay wali jagah main rakhna chahiye
K337
May 1, 2007, 8:06am
17
Re: ~~ KhumaaR ~~
Billi ko chichroon ke khaab
5Abi
May 1, 2007, 8:07am
18
Re: ~~ KhumaaR ~~
have we decided yet on Kumar's gender?
Re: ~~ KhumaaR ~~
paindu this thread isn’t a gender thread. this is just an appreciation thread
5Abi
May 1, 2007, 8:45am
20
Re: ~~ KhumaaR ~~
oh acha, Precious Khan ko pata chall gya keh aap mard hain aur woh aapkay gender ki appreciation kar raha hai :o