http://www.gupistan.com/gallery/1/corsage2_l.jpg
aaj darpeish roz-o-shab mujhey kesey marhaley heiN
jo mujh sey kho gaey they wo phir sey aa miley heiN
tumhey zindagi meiN paa ke yuN mehak rahi heiN saaNseiN
jesey khaahishoN ki rut meiN taaza gulab khileiN heiN
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Amal
July 18, 2002, 9:14pm
2
aaj darpeish roz-o-shab mujhey kesey marhaley heiN
jo mujh sey kho gaey they wo phir sey aa miley heiN
tumhey zindagi meiN paa ke yuN mehak rahi heiN saaNseiN
jesey khaahishoN ki rut meiN taaza gulab khileiN heiN
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Bohat khooB nikammi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
** Chaman WaaloN ne Shabnam keh ke pardaa rakh lyiaa warna
Paseenaa agaiya thaa Gul ko Faryaad-e-Anaadil se **
(andaleeb ki jamma Anaadil)
PhooloN se yeh sher anaadil waala yada aaiya tha to chalaa aaiya wesse
issi mauqa per Faiz ne keya kHoob kaha tha
keh:-
**Phir Nazar meiN Phool mehke, dil mein phir Shame’N Roshan huiN
Phir Tassawwur ne lyia uss bazm meiN jaane ka Naam
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
uff yeh to 2 in 1 hogaiyaa niklooN iss se pehle keh 3 in 1 ho
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 19, 2002).]
Buhat khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
**
Chulain aap ko Mubarik ho
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
koi tu khush nazzar aayea
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
and 4 me
jab duur tak na ko_ii fakiir-aashnaa milaa
teraa niyaaz-mand tere dar se jaa milaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited July 19, 2002).]
[QUOTE]
Originally posted by Amjad Chohan:
** **
Chulain aap ko Mubarik ho
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
koi tu khush nazzar aayea
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
and 4 me
jab duur tak na ko_ii fakiir-aashnaa milaa
teraa niyaaz-mand tere dar se jaa milaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
zarori nahi har baat apnay lieay likhi gaye ho…kabhi kahin kisi dosrey k leay be kher…samj APNI APNI
zaraa saa qataraa kahiN aaj agar ubharta hai
samandaroN hi ke lahaje meiN baat kartaa hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks tsneef zara nawazi warna hum kia hamari hasti he kia…thanks tu us ka karna chaiey na..jis ne likha aur share kia hamarey sath keon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks Amal…thanks 4 UN Beautiful words jis ne hamarey pholooN ko char chand laga dyea
hmmmmm let me go and find 4 chand wala img
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Lamhay
July 19, 2002, 4:05pm
11
jo mujh sey kho gaey they wo phir sey aa miley hain
kiya zaroori hay kay khoya hua wapis mil jaye siso
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
GOOD ONE!
Aj phir dil nay Ek Tamana ki,
Aj phir dil ko hum nay samjhaya..!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
sir ko Pakarhne waaala icon kuch na samajh paane walaa icon
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
Originally posted by Tassneef:
**
PhooloN se yeh sher anaadil waala yada aaiya tha to chalaa aaiya wesse
issi mauqa per Faiz ne keya kHoob kaha tha
keh:-
**Phir Nazar meiN Phool mehke, dil mein phir Shame’N Roshan huiN
Phir Tassawwur ne lyia uss bazm meiN jaane ka Naam
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
**
ab to mil ke chalte hain samandar ki musaftooN maiN
phir is ke ba'd dekhayin gaiN kinara koN karta hai
ghataayeen koN lata hai meri aankoon ke mousum maiN
phir is ke ba'd baarish ka nazarah kon karta hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
shaier hain samj nahi aiey k jis ne ye likah thaa daad is ko daina chaiey is ka ye mutlab hai…sar ko pakrey rakheiy until i come back again
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
(nazar idher udher na ghomaiey gha )
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
…
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
arey nahIn baat sher ki nahIn baat wo Reply ki thi keh
Amal Bhaai ki reply aapne mere naame mansoob akr di
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
wesse ShairoN ko apni Hosh nahin hoti to SheroN ki keya kHaak aaigi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
nahIn aaj Tabbiyat nahIn theek shaiyad na aa paaou lolzz
mat poochiye keya huwa
aaj ammi aur Bhabhi Market gaiN aur wahaan se wo sandal ka sabbun le akr aain usske oopar patta nahin keya chinese likhi hui thi
main ne packet kholaa (aissa packet thaa khoobsoorat sa mustateel numaa)
uss meiN se kHushboo (hay Allah waah) maiN ne dekhaa uss meiN teen TikiiyaaN parhi hui haiN aur main en unko soonghaa barhi pyiaari sandal ki kHushboo thi..iss se pehle sandal ki khushboo soonghi nahin thi lolz) iss lyie mujehy keya patta ..i thought koi khaane waali cheez hai chinese MiThaai shithaai
aao dekhaa na Taao Daant gaarh diyee Tikki ke andar ohh aur chabaiyaa usske baad jo haal hwua hoga ya ho raha hai wo aap khud andaazaa lagiyee
tab gHar waaloN ne bataiyaa yeh sandal ke Sabun haiN heheheheee
Sandal Soaps they.
abhi tak mounh ka Zaiqaa kHaraab hai
Wo sabun unhooN ne lipaiTay bhi aisse they jaisse Halwaai miThaai LapeTtaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
aaj darpeish roz-o-shab mujhey kesey marhaley heiN
jo mujh sey kho gaey they wo phir sey aa miley heiN
tumhey zindagi meiN paa ke yuN mehak rahi heiN saaNseiN
jesey khaahishoN ki rut meiN taaza gulab khileiN heiN
**
[/quote]
buhat khoob NJ .... issi qitey sey mujee eik shair yaad aya ..
In sey milney ka kya sawal Adam
woh sadaa mery paas hotey haiN
.
[This message has been edited by Rameesha (edited July 19, 2002).]
shuker hai me shaiera nahi…waran aik sabun shaied..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
wesay is se aik sher yaad aia
kuch kaa kuchh kah jaata tha maiN furqat kii betaabii meiN
sunane vaale haNs paRteY the hosh mujhe tab aataa thaa
(agar is ki jaga ye likha jaiey k sabun k sabun kha jata tha maiN)
hehhehhehheheh sorry just j/k…wesay btw how u feeling after eating that mithaie
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by Rameesha:
**
buhat khoob NJ .... issi qitey sey mujee eik shair yaad aya ..
In sey milney ka kya sawal Adam
woh sadaa mery paas hotey haiN
**
[/quote]
thanks Rameesha g
aarzo thei k hum is k sath sath chalaiN
maGar wo shakas tu rasta badalta jata hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~