well mainnay tu suna tha kay loogoon ko poetry aachi lugti hay acording to their own moods and inner feelings etc etc… may be not applicable here…
zaraa saa qataraa kahiN aaj agar ubharta hai
samandaroN hi ke lahaje meiN baat kartaa hai
hmmm chulain koi baat nahi… Khush raahain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
Yehi hai wazaa hamari yehi hamari shinaakht
kabhi suna hai parindooN ko par badaltay huway
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
dukh fasaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
dil bhii maanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
aaj tak apanii bekalii kaa sabab
Khud bhii jaanaa nahii.n ke tujh se kahe.n
**
[/quote]
dard ke phuul bhi khilate haiN bikhar jaate hain
zaKhm kaise bhi hoN kuch roz meiN bhar jaate haiN
narm aavaaz bhali baateIN mohazzab lahaje
pahli barish meiN hi ye rang utar jaate haiN
us dariiche meiN bhi ab koi nahiN aur ham bhi
sar jhukaye huye chup-chaap guzar jaate haiN
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
dard ke phuul bhi khilate haiN bikhar jaate hain
zaKhm kaise bhi hoN kuch roz meiN bhar jaate haiN
narm aavaaz bhali baateIN mohazzab lahaje
pahli barish meiN hi ye rang utar jaate haiN
us dariiche meiN bhi ab koi nahiN aur ham bhi
sar jhukaye huye chup-chaap guzar jaate haiN
**
[/quote]
yaad hai sair-e-charaaGaa.N "Nasir"
dii ke bujhane kaa sabab yaad nahii.n
hanie
26
tumhey zindagi meiN paa ke yuN mehak rahi heiN saaNseiN
jesey khaahishoN ki rut meiN taaza gulab khileiN heiN
khusi ka izhaar... :)
very nice haye nikammi jee...
menu dharti kali kara de
me nacha saari raat...