Churri pay girray - ya Churri kharboozay pay
Nuqsaan Kharboozay ka hi hoota hay :o
Thankew Allah MiaN aap nay mujhay kharbooza nahi banayaa :queen:
Churri pay girray - ya Churri kharboozay pay
Nuqsaan Kharboozay ka hi hoota hay :o
Thankew Allah MiaN aap nay mujhay kharbooza nahi banayaa :queen:
Re: Kharbooza ...
*Kharbooza ... *...mujhe acha nahin lagta
Re: Kharbooza …
phir aap ko dekh kar itnaY loug rung kiouN pakaRtaY haiN
?
Re: Kharbooza …
Tumharay liyaay koi achha sa Tarbooz dhoond kay laaaoN ![]()
Re: Kharbooza …
rung nahi kaan paKaaRtay hain ![]()
Re: Kharbooza …
kaaN kouN pakarta hai uncle bhaanday
?
Re: Kharbooza …
ha ha ha..
james bhai:* haaN ho gayee* ![]()
Re: Kharbooza …
u want moutta hubby ![]()
Re: Kharbooza …
aap koi maula bakhsh waalaY ustaad-e-Mohatram ho
?
Re: Kharbooza …
he’s not mota ![]()
i was talkin bout the FRUIT. gosh ![]()
Re: Kharbooza …
![]()
Mubarak ![]()
Re: Kharbooza …
Kyoon kya moota hubby , hubby nahi hota ? ![]()
Humpty dumpty koo daikhoo kitnaa mashHoor hay :roman:
Re: Kharbooza …
[mouse]ChooharaY baaNTnaY wala icon[/mouse]
Re: Kharbooza …
laikin uss tarbooz ka koi naam bhi hay ??
kaisay ajeeb sa lagay gaa - jab qazi sahib sawal jawab karain gay…
Haan tu Mr. Tarbooz , aap koo ba’Ewaaz raqm , sikka RaieJ ul Waqt …blah blah
![]()
Abay video bhi bann rahi hoogi ![]()
Re: Kharbooza ...
uss ki moonchein houN geen ?? :D
Re: Kharbooza …
MR. Tarbooz naheeN… unhaiN miyaaN Tarbooz kahaa jaaYe gaa ![]()
Re: Kharbooza …
Tarbooz ki moochieN ![]()
yeh tu kissi jasoosi novel kaa naam ho sakta hay ![]()
Re: Kharbooza …
chuppi aik baat ka dayhaan uss ko ACNE bohut hai ![]()