Re: Kharbooza …
aap nay Jassoos Khan ko tarbooz boula aur phir relate kiya chuppi say ![]()
aab tou shamat aa gayee aap ki uncle bhaanday dounouN ki taraf say ! ![]()
Re: Kharbooza …
aap nay Jassoos Khan ko tarbooz boula aur phir relate kiya chuppi say ![]()
aab tou shamat aa gayee aap ki uncle bhaanday dounouN ki taraf say ! ![]()
Re: Kharbooza …
aur Tarbooz kee shaadi kisi roomaanvee novel kaa naam ho saktaa hai :love:
Re: Kharbooza …
Yar adnan sami khan koo daikh loo
uss koo daikh kar tu tarbooz bhi sharma jata hay
Zeba Bakhtiar ki aur Tarbooz Sami Khan ki love marriage hui thee ![]()
Re: Kharbooza …
achawwwwwwwwwwwww:yawn:
Re: Kharbooza …
lagtaa hai aap kee kaafi talkh yaadaiN waabasta haiN ![]()
Re: Kharbooza …
pagal
Re: Kharbooza …
tum bhi aik tarbooz hoo Jaan Lewaaa ![]()
Laikin choota honay ki wajah say tum LuRRak kar ThaaiLay say neechay girr gaiey hoo ![]()
Re: Kharbooza …
jee nahee sirf meri hi nahee poooray PAKISTAN ki ![]()
Re: Kharbooza …
Oh achhaaaa - tu waqai aap ki zindagi main koi tarbooz hay ![]()
Re: Kharbooza …
aap pooraa pakistan ho ![]()
aap wohi tau naheeN jiss naY gaayaa thaa:eek:
maiN bhee Pakistan hooN ![]()
Tu bhee Pakistan hai
![]()
Re: Kharbooza …
uncle bhaaanday khush fehmi may na rahaein :halo:
Re: Kharbooza …
aap nay bilkul sahee guess kiya ![]()
maiN bhi Pakistan hooN pushing AQ aside and looking at other paki touN bhi pakistan hai !![]()
Re: Kharbooza …
jee main tu apnay andar pump say bhi hawa bharrr loon phirr bhi tarbooz nahi bann sakta
I am a single paslee Banana :halo:
Re: Kharbooza …
tabhi tasveer nahee dikhatein ![]()
Re: Kharbooza …
daikhoo gi ?
darro gi tu nahi ? ![]()
Re: Kharbooza …
bring it on ![]()
Re: Kharbooza …
choti cheezay girti nahi balkay dusri cheezo k beech mai ajata hai;)
Re: Kharbooza …
JL - apni cheezain sambhaal kay rakhaa karoo ![]()
EMM - ok