Re: Kebab saalan
Seriously dude, khuda kay wastay apni urdu sahee karain
Its Fateha Parh Saktay Hain
![]()
And ji naheen koi zaroorat naheen hay
Re: Kebab saalan
Seriously dude, khuda kay wastay apni urdu sahee karain
Its Fateha Parh Saktay Hain
![]()
And ji naheen koi zaroorat naheen hay
Re: Kebab saalan
Kyun zarorat nahi hai
ap kay haan nahi partay kia , woh kia kaha apnay Fateha !
Re: Kebab saalan
Jee naheen shaitaanoon say Fateha parhwanay ka rivag humaray haan qat-ai naheen ![]()
Re: Kebab saalan
Oh poor fraudia and tariq bahi
yea bi nahi karsaktay ap kay leaY ![]()
Re: Kebab saalan
or rivag kia hota hai ? Rewaj !
Lass you need to work on your Urdu !! damn
Re: Kebab saalan
Oh poor fraudia and tariq bahi :) yea bi nahi karsaktay ap kay leaY :p
yeah aap kay tariq bhai baicharay Fraudia ki team main kab say aa gai?
Fraudia is Allah min jee ki Gai
Tariq is badmash mushtanda
Re: Kebab saalan
yeah aap kay tariq bhai baicharay Fraudia ki team main kab say aa gai?
Fraudia is Allah min jee ki Gai Tariq is badmash mushtanda
So ya calling Fraudia a Cow ? A bloody cow , holy molly !
Some body gona get a real bad hurt !
Re: Kebab saalan
Fraudia is Allah min jee ki Gai Tariq is badmash mushtanda
Tum badmash aurtoon kay agay hum sab mard Allah mian ki cows he hain !
Re: Kebab saalan
I wont tell you who it is, but its def not me. :halo:
Re: Kebab saalan
Its ya
coz i m havin a bad day at work and am gona break some one’s head soon. Unlike you guys i cant control me anger !
Re: Kebab saalan
Par main to ghar main bethi apni weekend mana rahee hoon ![]()
Aap jain apnay tariq bhai ka sar torain. Allah mian aap ko ajar day ga