Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..
app kab i-10 ka chakkar lagain gay?
udhar hi to aap ko pakra tha, pehlay ksi din poora kissa sunao ga aor agar us k baad aap maira samna karnay ko tayar howay to chakar laga lu ga warna allah allah, khair salla :D
Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..
udhar hi to aap ko pakra tha, pehlay ksi din poora kissa sunao ga aor agar us k baad aap maira samna karnay ko tayar howay to chakar laga lu ga warna allah allah, khair salla :D
Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..
mein itna purana baday mian hu k mairay pass Uncle Mirch samain sab k bachpan k waqiat hein. bus atay jao aor apnay bachpan ki yadain mujh say laitay jao
Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..
koi inki baat ka bura na manaye please.. ye itnay boorhay ho gaye hain ke man gharat kahaniya banate hain.. kiya karain ke ab inki yadasht inka sath hi nahin deti.. bacho ko apnay gird jma karnay k liye koi to waqiyat honay chahye hain naa…