KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

kis kis ko nahin pata tha??? :shireen:
uncle uncle koi apnay zamanay ka waqiya sunayen naa :sadiyah:

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

actually its “shareef”
sorry to misspell!! :cb:

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

chalo phir pehla waqia suno.

jab tum paida hoi thee to tumhay Ghutti mein nay dee thee aor kaha jata hay k jis nay ghutti dee ho us ki saari achi aor buri aadtain bachay mein develop ho jati hein :D

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

tumhara qasoor nahi, yeah bus us Ghutti ka asar hay. Mein b spelling type mistakes bohat karta hu :frowning:

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

:rotfl:

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

aap ko b koi waqia sunao aap say mutalaq ? :smiley:

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

mubarkan KayZ

re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

:omg: :omg:

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

yeah mubarak shareef declare honay par hay ya baday miean declare honay par ?

please clear kar dia jai ta k mein sahi wali quality ka mis use karu :D

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

only one time my cell was about to snatched by snatcher, but it was not that worth. they returned me back. :D

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

yeah to aap ki hosh ka hay, mein woh waqia sunao ga jab aap bohat chotay thay aor aap ko woh purani batain yaad nahi hein :P

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

haan bhaee plz clear ker diya karo.. pta nahin hay..umer ho gayee hai.. samajh nahin aata inhe :cb: :omg:

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

app waqia sunain

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

Mubarak baad dono par hai

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

abhi siraf hint daita hu, us mein aap k diaper ka zikar ata hay. kahain gay to baqi ka suna du ga kio k ab mein janay wala hu :D

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

me to going :waves:

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

ha ha. no comment. :@:

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

matlab ab mein certified Shareef aor Baday Mian b hu is liay dono ko khul kar mis use kar sakta hu.

Waisay Shareef Baday Mian ka to Jeddah mein Intaqal ho gia tha aor mein un ki jagha lainay ko tayar hu :D. But na to mairay pass bohat si mills hein aor na hi mairay dono baitay Ganjay hein :(

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

chalo phir baqi waqiat kal sunao ga :smiley:

Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..

app kab i-10 ka chakkar lagain gay?