kash k asa hota k.......

share wid us what u want in “kash k asa hota k…”

jesy i want …

kaash k asa hota k mjy sb k mind ki baty bina kahy pta chal jati…hahaha

or or
mjy khana pakany k liay koi mahnt na krna pary or mjy wo khudi ajai…

or or or

mera ghar moon k uper ho…

or or or
sub log hmesha khush rahy bgair larai jhagry k, sub peaceful ho…

or or or

baqi ab tum log b bta do k sub mai hi btaongi..

Re: kash k asa hota k…

Kashhhhhhhhhhhh K Mujhay Gupshup ka kissi Nay Na Bataya Hota :bummer:

Re: kash k asa hota k…

wo ku…???

Re: kash k asa hota k…

Oyeee Compounder tum phir aa gain :@:

Howz exams went ?

Re: kash k asa hota k…

examz hatam …now sirf mojy…

Re: kash k asa hota k…

Acccha , tu Compoundry ka Certificate kab mil raha hay ?? :chai:

Re: kash k asa hota k…

abi to nhi filhal…result to pehly aa lay…

Re: kash k asa hota k…

Haaan Yeh b hay …:chai:

Re: kash k asa hota k…

dua krna na result k liay…

phir tumhari raaton ki neendein bhi oor jatin :halo:

hun araam ee

Re: kash k asa hota k…

**kaash aisaa hotaa k:

Khudaa kare k HaseenoN ke baap mar jaayeN
yateem hoN to aasaanii se haath lag jaayeN**

Re: kash k asa hota k…

phir mai sleeping pills lay leti…dnt worry 007…

Re: kash k asa hota k…

kash aisa hota … k mai proffessor hota or mra professor mera student … phr rmai us ko bta’ta … hehe

Re: kash k asa hota k…

wah wah kia baat ha…

Re: kash k asa hota k…

kash mere pass ek adad cd rom hota or mobile ka software b … hehe

Re: kash k asa hota k…

kaash aisa hota k meri sab wishes puri ho jaati aur meri life se KAASH ka word nikal jata :hinna:

Re: kash k asa hota k…

wah g wah … sab khwashyian puri ho jayee .. to zindagi badmaza ho gayee gi …

Re: kash k asa hota k…

kaash aisa hotaa k maiN shaadii shudaa hotaa aur mere ek darjan bachche hote to maiN retirement le letaa…vo sab kama karte maiN aaraam karta…haiN 12 kids from 4 wives haha

Re: kash k asa hota k…

kaash ki unko ye pasand hota :hinna:

shaadi:smack: