**kash**ghazal

Re: kashghazal

aray bhi waisay bhi hasna kio buri baat nahi hai mein hasn nahi rahee thee smile kar rahee thee waisay woo tu mein har waqt ki kartee rahtee hoon:) u 2 keep smiling

Re: kashghazal

Nice
and yea raha aap ka anda :flower2:

Re: kashghazal

thanks innocent_smile:)

Re: kashghazal

^ Always Welcome Sis :)

Re: kashghazal

Guzray hovay halaat say guraizaa’n na hova kar
Halaat kay qabroo’n kay kutbay bhi parrha kar
Barbaad na karday tujhay har waqt ka hansna
Tanhaii kay lamhoo’n main kuch ro bhii liya kar

Re: kashghazal

wah kia ashaar hain very nice :)
aur janab ab rotee tu mein bhi hoon jab kabhi tanhaii ka ahsaas ho per barbaad nahi karay ga har ka hasna kyun ka dil ka zaham se koon hai anjaan Preciuos Khan
anyways thanks 4 ur advice

Re: kashghazal

^ sab yahi kahtay hain lakin aaj tak kissi ko dard e dil say martay hovay naheen daikha ..jin main khud main bhi shamil hoon :bummer:

Re: kashghazal

yaar marna zaroor hai kia dil ka aik gham tora hota hai hazaroon hotay hain anyways whts up:)

Re: kashghazal

^hai yeh dil baychara :bummer:

Re: kashghazal

har gham ka mara:)

Re: kashghazal

Phirta hay Maara Maara :(

Re: kashghazal

yeh dil bachara

Re: kashghazal

Kissi ka ban na paaya Sahara :bummer:

Re: kashghazal

isse liya hai ye abhi tak kawara
hiya aur tanha hai abhi tak ye f pyar ka mara
ye dil bachara

Re: kashghazal

Ab tumhara kiya hay irada ;)

Re: kashghazal

ab mera irada tu bhuhut acha hai
lakeen ap ka irada kia hai janab

Re: kashghazal

^Aap apna irada bata dain main apna irada badal loonga ;)

Re: kashghazal

jee meray tu baray nak iraday hain ALLAH ka fazal se app baataya

Re: kashghazal

^Aji hum par bhi ALLAH ka karam hay .. naik iraday hee hain ;)

Re: kashghazal

achee baat hai woo tu mujhay lag he rahay hai mashalla se ALLAH ka zara zaida hee karan ho gaya hai:)