Re: kashghazal
time nahi hai samajhanay ka meray pass
Re: kashghazal
time nahi hai samajhanay ka meray pass
Re: kashghazal
^itni masrofiyat .... kiya aap wizarat e khaarja main hain :D
Re: kashghazal
kam mushkil hai magar jeet hi loon ga us ko
maray mola ka wasi junhi ishara ho ga
Re: kashghazal
^kon rota hay yahan raat k sannatoo'n main
Mayray jaisa hee koi hij'r ka maaraa hoga
Jo mairii roh main badal say garajtay hain wasi
Us nay seenay main koi dard utaraa hoga
Re: kashghazal
wow very nice bhi:)
Re: kashghazal
wizarat e khaaraja tu nahi hoon :nono: albaata pre-medical kee student hoon is liya time nahi hai bhi ![]()
Re: kashghazal
aji hum nay bhi pre-medical parrha hay .. ab itni bhi masrofiyat naheen hoti ![]()
Re: kashghazal
acha bhi galtee ho gayee mafee mil saktee hai jee
Re: kashghazal
^hmmmmmmmmmmmm jao muaaf kiya..kiya yaad karaingee aap bhi k kis HATIM TAI say wasta parra tha :D
Re: kashghazal
nice LOVELY ....
mein ney kaha tha PYar ho jaye gaaaa
Re: kashghazal
^hain ji
Re: kashghazal
thanks fazeelat lakeen yaar pyar wayar nahi huwa hai ye tu bas mein waisay hee lakhtee hoon:)
Re: kashghazal
acha jee PK bara shukriya app ka wakai kis hatimtai se wasta para tha
Re: kashghazal
^Aakhir maan gain na Aap bhi :)
Re: kashghazal
jee jee bilkul:)
Re: kashghazal
hmmmm shukar hay koi larki to Mani ![]()
Re: kashghazal
^ kai ko hans raheen hain aap mohtarma ???
Re: kashghazal
hasna mana hai jee mohtaram??
Re: kashghazal
naheen ji** hum aap kay hain kon** jo mana karaingay...aap khilkhila kar hans sakteen hain :)