kash hum tum se itnee mohabbat na kartey
kia kartey agar tum se ye waday na kartay
tum na tu ruswa kia humay
kash ka hum tum se kabhi pyar na kartay
zindagee tumhari hee yaad mein hum na guzar dee
kia kartey agar tum se ya pyar na kartay
waqt hee ab tu guzar gaya
kash ka tu kabhi bewafayee na kartay
humay yoo badnam na kartay na ya waday kartey
kash hum tum se itnee mohabbat na kartay
kia kartay agar tum se ya wafa na kartay
Re: kashghazal
:k:
Re: kashghazal
Thanks:)
Re: kashghazal
^u r always welcome ![]()
Re: kashghazal
Nice one ![]()
Re: kashghazal
^aisay ![]()
Re: kashghazal
^bilkul aisay ..shukar hay aap samajh gaen warna to larkiyoo'n ko samjhana camel ko rikshaw main bithanay k barabar hota hay :D
Re: kashghazal
acha mujhay nahi pata thaa itna mushkil hota hai larkiyoo ko samjana
Re: kashghazal
itni masomiyat hai ALLAH :rotato:
Re: kashghazal
lovely... beautiful
Re: kashghazal
thanks nakhan:)
Re: kashghazal
masomiyat achee hotee hai khier ab sar peetanay ki bhi kia baat hai PK:blush:
Re: kashghazal
last sher
ab tu zindagee tumharay hee intezaar mein mein guzaray gee
skah tum kabhi aisa na kartay tu shahid hum bhi kuch qadar kartay
Re: kashghazal
^ kiya matlab ????
Re: kashghazal
^samajh naheen aaya tabhi pooch raha hoon ![]()