Kala and Gora

Yahaan per itney threads hain kalaey and goray logo ke baare mein
Mein ne socha ke kyoon naa logo se yeh direct hi pooch liyaa jaaye ke kaun kitnaa kala hai and kaun kitnaa gora hai :wink: Taa ke ham GS mein section bana sakein :cb: (just joking)

Zara asliat bhi to saamnay aaye ke ham mein kitnay sufaid dil log and kitnay kalay dil log hain :stuck_out_tongue:

PS. For me mein gori hoon yaa kaali yeh baad ki baat hai pehlay aap sab batao chalo shabash

Its a fun thread so no hurt feeings

Re: Kala and Gora

aq or shair uncle kale heyn :hehe:

Re: Kala and Gora

main penguin hoon

par main gori hoon:blush:

:ahaa:

Mukhbir-e-Azam :mad2:

Re: Kala and Gora

I am Peela :snooty:

nahe wo ghore hain:hula: mera matlab gore

:cb:

bhaaging

Ok, here are the dress codes:

  • Kaala - 1
  • Sanwala - 1.5
  • Gora - 2
  • Kaala Kalota - 3
  • Peela - 4
  • Neela - 5
  • Gulabi - 6

mine 2 :blush: :cb:

Re: Kala and Gora

1.5 :dhimpak:

:no: are u sick?

hmmm shair bhi kala hota hai :aq:

andar se gori ho yaa bahir se bayaan nahi kiyaa

gussa kernay ki zaroorat nahi hamein pehley hi pata hai aap kaa

bhaiii daactar se check karayein kaheen peeliyaa to nahi hoaa :hehe:

meyn ne apko fair nd lovely dene he :hehe:

I am 6 sab se aakhri :bummer:

Sanwale salonay lokaan

Re: Kala and Gora

bohat poorana shair sun lain dobara:
rang kala hay farishtoon key bhool say
aik till laga rahay thay k siahee bikhar ga-e

:smash: sub kay saamnaY bhaaNday naa phoRaa karo…

:lb: bahir say gori hoon

:blush: fair n lovely jo use klarti hoon:phati:

Re: Kala and Gora

so neelaa thothaa is 4 :eek:?

bhaaNdayy

phoRaa

moshkel words :hehe:

dil pe beh fair nd lovely lagate ho :hehe:

to is kaa matlab hai ke ham sab log jo kalaay hain us siyaahi kaa kasoor hai

oh to yeh raaz hai goray pan kaa

:smack2:

yaar koi iuss ko mushkil words kaY meaning bataa dau :vivo: