Kala and Gora

ap bata do nahhhhh :hug:

baqol a shair , siahee ka nahi farishtoon ka qasoor hay.

Oh Gawd :rotfl: :cb:

Re: Kala and Gora

UmmZaf, u have totally got here what i wanted to say in my original thread, including Shairs measurement of kaliness!

AQ aap interpretor kaa kaam sharoo kar do MM ke liye :hehe:

to yeh sara farishton kaa kasoor hai khud to goray reh gaye noor ki tarah and hamein kala bana diya :naraz:

wah kia achoota khial paish kia hay aap nay.

Re: Kala and Gora

Rang kala ho toh koi baat nahi.
Insaan ka dill kala nahi hona chah-e-a

baja farmaya aap ne mirchi bhaii ab yeh asliat to doonsday oer hi khulay gi ke kis kaa dil kitna sayah hai

Re: Kala and Gora

Dress Code - 3 waalay log jab raat main andhairay main hanstay hain to uss say pata chalta hay kay aa rahay hain (coming), jaa nahi (not going) rahay
( hint: white teeth ) :bummer:

to aap kaa aur AQ kaa sirf andharay mein us waqt chaley gaa jab aap log hanso gay :rotfl:

pakistan maiN muaasharti uloom kaY period maiN math kaa home work kiyaa hota tau 1.5, 2 aur 3 kaa farq bhee maaloom hotaa naa :mad3:

epna keho mere teacher to tehk heyn :hehe:

dekhein aap itnaa gussa naa karein warna aap kaa rang waqi mein kala ho jaaye gaa yeh MM ka kasoor hai ke us ne aap ko and shair ko kala kaha

meyn to es lea keh rehe teh take en pe koe lerke nezr na rek le :hehe:

ha’d hai yaar qasam say..

yeh laRki sub kaY kaan kaaT jaati hai :o

meyn to u ka faeda soching :hehe:

MM mein to khatoon hoon 2 bachon ki mama mein ney kaya nazar lagani AQ ko

PS mein ab AQ se baat bhi nahi ker rhai he minds everything :naraz: warna zabardast joke urana thaa AQ kaa

iss maiN kiyaa faaidaa :smack:

:aq:

meyn u ke bat nehe kering yaha or beh to etne lerkean heyn kea pata keb kes bebakof ka dil ajae :hehe:

ap ne jo kehna he aq bahe ko keh lo ye mind nehe ker sekte
mind ho gah to keryn geh nah :hehe:

oh acha chelo lerkeo ajao aq bahe boht handsome heyn :hehe: