Re: kal sunday nahi hai
Thank you for such a detailed information ![]()
Re: kal sunday nahi hai
Thank you for such a detailed information ![]()
Re: kal sunday nahi hai
Welcome.
Ab kahin baraf walay pani mein sarr na duboo lena. Zukam ho jaye ga.:halo:
Re: kal sunday nahi hai
kia mere shkal kisi Aade mujrim say milte hay jo app ko mujh per shak o shubhat hain
Omg> woh wada he kia jo wafa ho jaye
kon sa wada btw?
Re: kal sunday nahi hai
^ maini kabhi kisi say aisay Mashkook waday nahi keye jo chupana peray
kion mujhay badnam ker rahee ho : (
Re: kal sunday nahi hai
Idea… MOZAAAA… hojai kuch mozay ki shaan main ![]()
OMG,
plz read AQ’ed reply, mine is same for you :-p
Re: kal sunday nahi hai
Badnaam jo hongay tu keya naam na hoga?![]()
Re: kal sunday nahi hai
*kuch na ban saka to Hum ko bana diya *
ab mujh say koi ye na pochay title or shair ka apas main kia rishta hay
bilkul bhi nahi pochenge aap se ... kyunke doctor ne kaha hai ke aap se koi sawal na karen aur aap jo bhi kahen ham han main haan milayen.... warna aap ki zahni halat aur bhi bigat sakti hai ...
Re: kal sunday nahi hai
shakal dakhi hi kab mainnay ap ki :s
aur waisay bhi
shakal o soorat kay ham nahi qayal
jab aankh say hi na tapka wo laho kia hay
yeh shayr shayad Galib Hyderabadi ka hay ... :s
Re: kal sunday nahi hai
![]()
RagoN maiN doRtaY phirnaY kaY hum naheeN QaaiL
Jub AaNkh hee saY naa Tapkaa tau Lahu kiyaa hai
![]()
Re: kal sunday nahi hai
Dil hi tu hai, na sang-o khisht, dard sai bhar na aye kiyon?
Royen gai ham hazzar bar, koi hamain sataye kiyon?![]()
Re: kal sunday nahi hai
woi woi, koi ziaada farq thori hay :-p
aur waisay bhi konsa Chicha Galib nay aakar mujhay jootay laganay hain drinks Huqqa
Bana hay shah ka musahib, phiray hay itraata
ding dong ding dong ding dong ding dong ding
*adaab le chatlier principle
Re: kal sunday nahi hai
I said I dont wear mozzas.![]()
Well here goes for mozza
Kuch kahoo gi tu lafz bolain gai
Chup rahoon gi tu dekhnay wali
Sab nigahoon ko, aik hi mozza bas nazar aye ga
Cuz I have lost the other one.![]()
Re: kal sunday nahi hai
kya aise kam sukhan se koi guftagu kare
mustakhil sakoot se jo dil ko lahoo kare...
Re: kal sunday nahi hai
![]()
MozaY MozaY pe likhaa hai
pehnn-naY waalaY kaa naam :halo:
Re: kal sunday nahi hai
wawa wawa yahan to aalami Moza-ira shuroo hogaya :-DDD
ok...
I am very bad Shair, if not believe then ask *AQ *:$
Re: kal sunday nahi hai
Dortay nahi Dornay hota hai.![]()
Hawa mein urta jaye mera laal Mozza mal mal ka
Idher udher lehraye mera laal mozza malmal ka ![]()
Re: kal sunday nahi hai
tum shair tau naheeN
magar aye kameeN
errr ![]()
Re: kal sunday nahi hai
aap jaa kar Mirza Asadullah Khan Ghalib ko Urdu Qawaaid-O-Zawaabit kee class daY dijiye gaa ![]()
Re: kal sunday nahi hai
Ab kuch aap ki taraf say ho jaye.![]()
AQ, you also.:halo: