kal sunday nahi hai

Re: kal sunday nahi hai

yea aap sab kahan jaa raheyy hain ?

Re: kal sunday nahi hai

Sonay :sleep:

Re: kal sunday nahi hai

ohhh its ur sleep sleep time :slight_smile: ok than good night shweet dreams :blush:

Re: kal sunday nahi hai

:smack:

PG kalsunday kioon naheen hay :grumpy:

Re: kal sunday nahi hai

Aik aur BadHawaas :smiley:

Re: kal sunday nahi hai

bb>kal sunday is ley nahi hay kion k kal thursday hay ...

faraz> nahi app ka guess ghalat hay

dada_ abba > fasliyana kia tha is main yeh to urdu ki tehqeeq thee

pk > chalain aise bat ho ya waisee bat ..kam say kam baat to hay na

Re: kal sunday nahi hai

kal sunday samajh kar kiyaa bud-hawasiyaaN kar beThi ho :naraz:

Re: kal sunday nahi hai

Kal Jumma tu nahi? I like Jummah na.....

Re: kal sunday nahi hai

**Pg,
**Kiss nay kaha tha k sab kuch chor kar tehqeeqain karti phirain ?

koi aur kaam nai hay kia? jaain jharo poocha karain :-p

AQ'ed
Narazgi kuch kuch keh rahi hay mujhay, kaho to bata doon k yeh hawain, yeh mosam suhaana, yeh chnchal hawa, yeh gungunatay panchii, yeh mehaktay gul-e-gul-khaan, ... kia keh rahay hain subah subah ?

I can smell some thing in the air, can u smell it ? :-p

Re: kal sunday nahi hai

Aq^ bat kuch na the afsana bana diya

sirf is ley k topic shaire sec main move na ho jaye is ka title change ker diya

yeh ik ahtyate tadbeer thee jo baqaime hosh-o- hawas main ikhtyar ke gayee

ab shaid mere yeh Raz raz na rahay : (

Re: kal sunday nahi hai

jumma ka din kab aata hay ? :s

sunday ko jumma q nai hota?

Re: kal sunday nahi hai

ewwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww…:yukh:

Jummay ko PG nay aik wada kiya tha.:halo:

Re: kal sunday nahi hai

goyaa

Zara see baat thee, Afsaana-e-A’jam naY ussaY
BaRhaa diyaa hai faQat Zeb-e-daastaaN kaY liYe

:rolleyes:

Re: kal sunday nahi hai

what u like jumma khan or jumma?

sub kuch chor ker ? paas tha he kia jo chortay

jharoo poocha ..mera kuch kernay ka dil nahi ho raha werna background main ammi bhai abu sub ki mili jule awazain arahe hain kay utho kam kero

Re: kal sunday nahi hai

Jummah Jummay kay din ata hai.:halo:

Re: kal sunday nahi hai

hmm... mera shaq sahi nikla...
koi dawai li? kisi ko bataya? take dood care, and medicine, inshAllah afaaqa hoga phools

Re: kal sunday nahi hai

Jummah only…kal Jummah hai…apna wada poora karo…:wink:

Re: kal sunday nahi hai

aap nay apnay mozay soongh liay kia ?

Re: kal sunday nahi hai

jee han sahee pehchana app nay

yeh baatain jhoote baatain hain ,Logoon nay phaylaye hain
problem girl ka nam na lo problem girl Sodayee hain

Re: kal sunday nahi hai

I dont wear mozza at all. Even in winter season. I wear open shoes in winter season as well. My feet are already very warm.

Hain log wohi kaab yaab

Rakhay hain jo sarr thanda pa’on garam.:halo: