**Samait ker Bad hawasiyan saray Jahan ki **
**kuch na ban saka to Hum ko bana diya **
ab mujh say koi ye na pochay title or shair ka apas main kia rishta hay
- snooty*
**Samait ker Bad hawasiyan saray Jahan ki **
**kuch na ban saka to Hum ko bana diya **
ab mujh say koi ye na pochay title or shair ka apas main kia rishta hay
Re: kal sunday nahi hai
kal sunday to nahin Wednesday hai ghaliban ![]()
Aur shair aap pe bilkul fit baith’ta hai ![]()
Re: kal sunday nahi hai
....kya hua....aapko
Re: kal sunday nahi hai
[QUOTE]
kal sunday to nahin Wednesday hai ghaliban
Aur shair aap pe bilkul fit baith'ta hai
[/QUOTE]
sadaf
ghaliban kia ghalib sahab ki wife ka nam hay ?
aur shair mujh per agar beth gya to kia main Zinda bach sakte hon?
Saara> mujhay bad hawasi ho gaye hay : (
Re: kal sunday nahi hai
wht is “bad hawasi”![]()
Re: kal sunday nahi hai
kioon naheen hay ![]()
Re: kal sunday nahi hai
wo sab chorain, pehlay yeh batain kay title or shair ka apas main kia rishta hay??? :s
and where were you ? mad98
welcome back :-p
Re: kal sunday nahi hai
^ what is mad 98? is ka matlab yeh hai ke aap 98 main mad ho gaey thay? :-|
Re: kal sunday nahi hai
**
"**
mm like senseless
kia kion nahi hay ? tum ko bhi lagta hay bad hawasi ho gaye hay
wo sab chorain, pehlay yeh batain kay title or shair ka apas main kia rishta hay??? :s
and where were you ? mad98
welcome back :-p
Title or shair kay rishtay ki baat abhi chal rahee hay dekhain kia banta hay
main GUM ho gaye thee .. ....
welcome back ka shukriya ...
is ka mutlub yeh hay kay yeh in kay andar windows 98 install hay
Re: kal sunday nahi hai
![]()
Re: kal sunday nahi hai
^ yahan to saray he bad hawas hain
Re: kal sunday nahi hai
^Ab aisi bhi koi baat naheen ![]()
Re: kal sunday nahi hai
mad98 times, q k mad3, bohat kam tha na :$
Re: kal sunday nahi hai
Title or shair kay rishtay ki baat abhi chal rahee hay dekhain kia banta hay
main GUM ho gaye thee .. ....
welcome back ka shukriya ...
is ka mutlub yeh hay kay yeh in kay andar windows 98 install hay
Rishtay ki baat chal rahi to uss ka khayal rakhain, kaheen chall chall k door na nikal jai :s
GUM kisi kay lalalal ... kahan theen gum and kissko mileen ? :-p
ji nai Roshandaan2006 hay install :-p
Re: kal sunday nahi hai
hua kya aakhir asal bat to batao …
wat i guess is kay … badhawasi main sunday samjh kar kuch ulta seedha kar bethi ho … m i rite ![]()
Re: kal sunday nahi hai
acha phir kaise bat hay
agar yeh Maloom ho kay insan kaha ho to us k ley Lafz GUM ka istimal nahi hota … dhoodnay say to khuda bhi mil jata main to phir ik bande nacheez the
bake rishtay ko rakshay main bitha dain gay nahi thakay ga phir
Re: kal sunday nahi hai
Ohh... Falsafiyanaa batain :s kaheen koi garh barh to nahi ? :s
bolo bolo telo telo... jawaab do jawaab do, jaldi say jawaab do...
kaheen kuch ho wo to nai gaya na ? :-p
Re: kal sunday nahi hai
Jaisi bhi baat hay ...laikin aisi baat naheen hay jaisi baat aap samajh rahi hain :p
Re: kal sunday nahi hai
yea kia ho raha hai
,is thread ki to kuch samajh mai nahi aa raha ![]()