LP
1
Sadiyon se ik sapna hai
kaho pura karogey tum??
bhool jao mere siwa sab kuch
kaho aisa karogey tum??
nahe kuch or tamana ab
k bas mere hojao tum
kabhi na chor k jaogey
kaho aisa karogey tum??
faqat ik lafz sunney ko
kaey barson se tarsa hun
MUJHEY APNA BANA LO TUM
kaho aisa karogey tum???
Diva
3
Re: kaho aisa
Mein ne wesay he buht dhokay khaey hain
Re: kaho aisa
Mein ne wesay he buht dhokay khaey hain
kia itwar bazar se 1000 main jo suit lia tha, wo kisi ne Kareemabad se 500 main le lia
Diva
5
Re: kaho aisa
kia itwar bazar se 100 main jo suit lia tha, wo kisi ne Kareemabad se 500 main le lia
100 ka tou romal aata hai :p
Re: kaho aisa
100 ka tou romal aata hai :p
100 ka likha hai
Kinzz
9
kaho aisa
Apne sapne her koi khud pura Karen:snooty:
Re: kaho aisa
Apna b tu btao kia karoge uski band bja re ho :p
Re: kaho aisa
mera ik sapna hai ke dekhoon tujhe sapne main
tu maane na maane tu hi mere apnon main
acha song tha 