Raha Youn Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana;
Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!
Re: Kabhi so gaya Zamana …
zamaney boley tu wooo:D
kya Australia main rehta hai ![]()
Re: Kabhi so gaya Zamana …
Amreeka mein bhi reh sakta hai …
Re: Kabhi so gaya Zamana …
Kya zamana tha hum roz mila karte thay,
Raat bhar chand k hamrah chala karte the
Re: Kabhi so gaya Zamana …
ohhhhh tu ye baat hai bachoo ![]()
Re: Kabhi so gaya Zamana …
App loog pichley janum main aleins they ![]()
Re: Kabhi so gaya Zamana …
…
Re: Kabhi so gaya Zamana …
hamnumaan koi racer tha kya ![]()
Re: Kabhi so gaya Zamana …
…
Re: Kabhi so gaya Zamana …
App ye mou le ker history main jayein ![]()
Re: Kabhi so gaya Zamana …
sure.
Re: Kabhi so gaya Zamana …
yaa…
hameeN so gaye daastaaN kahte kahte?