Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

kab kon kisi ka hota hai
sab jhootay rishtay naatay hen
sab dil rakhnay ki baaten hen
sab asli roop chupaatay hen
ikhlaas se khaali log yahan lafzon k teer chalaatay hen
ek baar nigaahon men bas kar phir saari umar rulaatay hen
hum khushbu k sodaagar hen or sacha soda kartay hen
jo gaahak phoolon jaisa ho, hum bin’daamo bik jaatay hen
hum shehr’e’wafa k logon ka tum haal bhala kya jaano gay
hum dil ki choat chupaatay hen
hum aansu tak pi jaatay hen

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

Nice..

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

bohut khoob

wah!

beautiful!

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

waaaaaaaah kya baat hai janab very nice..

vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv nice

kujh ghat kar lo janaab...

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

waah waah janaab

bohot Aalaa>>..

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

:hmmm:

:bulbuli:

Re: Kab Kon Kisi Ka Hota Hai

its one of my favroutes
isa bigarna ko dil nai chahta

good

mashaallah...too gud

:hayaa: