Judaii

uss ko chaha bhi tu izhar na kerna aya.... lut gaey ham magar piyar na kerna aya uss nay man gi tu bhi judaee manghi.... aur hamay inkar na kerna aya

Re: Judaii

V nice dua :)

Re: Judaii

**Koyal: **Thanks :)

Re: Judaii

inkar bhi na karna aya ! sahi sahi type kia karein :p

Re: Judaii

type men thori bht galti ho b gae to kia hoa andar ki baat to samajaa gae na?:p

Re: Judaii

agar ghalti ko aaghaaz mein he theek na kia jaye to woh baad mein bara masla ban sakti hai :stuck_out_tongue: :cb:

Re: Judaii

ye to apni apni soch pe depend krta hy ,samajhne ki capability honi chahiye bas.

Re: Judaii

samjha jabhi to point out kia hai na :cb: taseeh bhi zaroori hai :cb:

Re: Judaii

Ji zaroor next time proof reading kiya karoon gi, post kerne se pehle :P

Re: Judaii

lol, haan log to samjh hi gai na :cb: