Jo maza naswaar mein hai …woh ishq na pyar mein hai
Motor mein hai na caar mein hai …dil mein na dildar mein hai
Ghar mein na bazaar mein hai …Baagh mein na bahar mein hai
Aam mein na anaar mein hai …chatni mein aachaar mein hai
Jo maza naswaar mein hai … ![]()
Na suur mein na taal mein hai..na payal ki jhankaar mein hai
Na saat samander paar mein hai ..na hichki na dakaar mein hai
Tape na VCR mein hai .. JO MAZA NASWAAR MEIN HAI ![]()