jis din kay bad raat nahi

yeh to koi baat nahi * naraz*

agar cafe main threads ki avarge 10 bhi niklay to us main say saarhay nooo ( nine and a half) thread mukhtalif guppies kay naam per hain

kisi ko post per mubarak ,kisi ko khanay per mubarak , kisi ko paani peenay per mubarak ..koi or wajha nahi to phir eid mubarak

yeh saaf saaf hum jaisai guppioooon ko jin ka gs per taluqaat nahi hain Ahsas-e-kamtree main mubtala kernay walee baat hay * naraz*

Re: jis din kay bad raat nahi

agree wid you **
**naraz 2

Re: jis din kay bad raat nahi

^ app to baray nalaiq hain 2004 say 2006 kay dermiyan app nay koi PR he nahi banayee ?

Re: jis din kay bad raat nahi

*^ coz mujay na to flirting ati hay aur na he mai kesi ke jhoooti tareef karta hon jo sach hay wohikehta hon *

Re: jis din kay bad raat nahi

^ acha yahan per yeh sub kuch chalta hay : O lolzzz
kehta hoon such jhoot ki adat nahi mujhay : D

Re: jis din kay bad raat nahi

^ kia aap ko nahi pata k yaha kia kia chalta hay :hoonh:

Re: jis din kay bad raat nahi

i can’t read so much urdu :eek:

Re: jis din kay bad raat nahi

^ aap ke sehat k liay cha hay yea :p

Re: jis din kay bad raat nahi

aap ko bhee 14 august mubarak !!

Re: jis din kay bad raat nahi

:smack:

pagli :rotato:

Re: jis din kay bad raat nahi

rockistan^ isee ley to urdu main likhe hay : P


**

nahi mujhay to sub ruka ruka sa lagta hay : P**

Re: jis din kay bad raat nahi

*^ lagta hay aap k chahnay wlaay aja kal gaieb hain GS say *

Re: jis din kay bad raat nahi

i think she has a problem with flooders :blush:

oopsie runs out:sheen:

Re: jis din kay bad raat nahi

app ko bhi jo ho gya woh mubarak jo honay wala hay woh mubarak

masoom se lerki > app ko kis nay bata diya main pagal hoon : O

Re: jis din kay bad raat nahi

^ why u r runs out are u Inzamam-ul-haq :hoonh:

Re: jis din kay bad raat nahi

nahi kisi ney nahi bataya, woh mujhe shak hua :blush:

woh kehtey hain na, aik pagal ko sab hi pagal lagtey hain :stuck_out_tongue:

Re: jis din kay bad raat nahi

**

**

lolzzz Allah ka shuker hay us ki zaroorat bhi nahi hay : P

khoob guzray ge jo mil bethain gay deewanay do : blush :

Re: jis din kay bad raat nahi

hmmmmmmmmmmmmmmm jesay aap ke marzi :p

Re: jis din kay bad raat nahi

^ kion kia app chahnay waloon ki supply ka kam kertay hain kia : P

Re: jis din kay bad raat nahi

na ji meri esi qismat kaha :bummer: