Re: jis din kay bad raat nahi
^ to app nay aise shkal kion banaye hoye hay jaisai app mutaala pakistan kay perchay main fail ho gaye hoon : P
Re: jis din kay bad raat nahi
^ to app nay aise shkal kion banaye hoye hay jaisai app mutaala pakistan kay perchay main fail ho gaye hoon : P
Re: jis din kay bad raat nahi
haiii ![]()
bilkul sahi farmaya aap ney janaab
Re: jis din kay bad raat nahi
hmmmmmmmm
aap ko kesay pata k jab mutaaala pakistan k perchay mai banda fail ho jaiay tu us ke kesi shakal banti hay ![]()
Re: jis din kay bad raat nahi
Haan bilkul theek.. yeh sar-a-sarr na insaafi hai.. ![]()
PG main sad ho k kunwain mein chlaang lagane ja rahi hon, maire saath chalo gii..?? ( Tumhain andarr daal k wapis aa jaun gi… tumhare naam ka thread bhi to open karna hai na..
)
Re: jis din kay bad raat nahi
aap ko 10 September ki shubh kaamnaieN
Best warm wishes ![]()
Re: jis din kay bad raat nahi
Aurr mujhko.. ??
Aap chahte ho main akaili ehsaas e kamtari ka shikar ho jaun.. ![]()
![]()
Re: jis din kay bad raat nahi
i know what you are talking about..pg..
Re: jis din kay bad raat nahi
ehsaas wehsaas kamtari wamtri chooRooo
main chahta hooN kay tum sirf SHIKAR ho jao ![]()
aur Tumharay Seengh main apnay living room ki wall pay lagaon ![]()
Re: jis din kay bad raat nahi
seengh on the wall..
Re: jis din kay bad raat nahi
lol.. woh kis liay ji..? Wish nahin kar saktay to koii achi baat hi munh se nikaal layte.. :(
Maira na sahee apne living room ka hi khayal karo.. :p
Re: jis din kay bad raat nahi
:halo:
Re: jis din kay bad raat nahi
Itna khayal tu rakhta hooN
ciggerrete ki ash carpet pay aik hi jaaga daalta hooN ![]()
taakay safai karnay main asani hoo
Re: jis din kay bad raat nahi
![]()
Na piya karo itni, baithe baithe aap ki rooh behak jaati hai.. ![]()
Re: jis din kay bad raat nahi
Problem wali bachi. Baat meri suniye tu zara. Yahan ohut say friends flirting kay baghair bhi ban jatay hai.
Especially my GFs.![]()
BTW, HAPPY NEW YEAR.![]()