JANWAR peeti hoie news kay sath

:snooty:

Kiyoun muhawaara bun gaay ho.. Bachaay cheer up..

Apna lota numa moun lay ker rah jana.. :snooty:

haan dosti hogayee:hula:

:frowning:

jee nahi yeh ghalat khabar hai :hoonh: koi achi khabar batao na :crying:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Janwar mirch masalay kay sath hazir hai .

Bao behari -- behar mai behari kabab laganay lagay hai.

.
[/QUOTE]

EE post hum biharwa say likh rahi hain....ko baat hay kahay ko humra nam apni haywani joban pey latay ho babwa.......

hahahaha:k:

[QUOTE]
*Originally posted by bao bihari: *

EE post hum biharwa say likh rahi hain....ko baat hay kahay ko humra nam apni haywani joban pey latay ho babwa.......
[/QUOTE]

hmmmmmmmmmmm amma kahay ko patar patar bolay jaa rahay ho meeyeah , hum dile kay nawaboo mai say hai meyah kahi app ke borbak jaban humhary dil par khanjar nah chalay day meyah.

lol nimmi.. app nay janwar ko bilkul sahi peehchana

[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *

lol nimmi.. app nay janwar ko bilkul sahi peehchana
[/QUOTE]

waisay aap nay abhi ghalati karni pahchannay main :p

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

cute swee2-----ka ajj dulha bhag geyeah pata laganay par logo nay batayeah kay jab dulhay nay ghoonghat hatayeah tu samnay ajeeb or gareeb makhlook ko dekh kar bhag nikla.... or appnay baalo ko noochta jaa raha tha...or bolta jaa raha tha.... meray ghar walay maray dushman nahi ho saktay .... akhari itala anay tak pata laga hai kay woh dulha abb bilkul mental ho geeyah hai or aik song gata howa nazar ata hai market mai ( shadi nah karna yaaro pachtaoo gay sari life ) beechara bhari jaawani mai he pagal ho geyeah .ALLAH us ko hal or us ke zindage ko sahi karay .AMeen .

yeah thi kuch khas khas khabray.
[/QUOTE]

** Janwar G** hum ne aap ka kiya begara hai jo aap ne esay kaha :( hum to kabhi bhi aap ko kuch nahin kerte wasay mera dullha bhag he nahin skta bechara abhi deryaft he nahin howa lol janab mera nahin khiyal k main 17 saal main shadi kerna chahti houn so Ha!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! :p but chorain aap aur sunain khabarain denay k elawa aap kiya ker rahay hain aaj kal ? and how was ur day? and how was ur trip down lhr & ISB? do let me know ok :) ok then janab TC wid love Cute Swee2 :Pretty:

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *

jis nay kuch bigara bhi nahi hai uss ka satyaanaas , baira garkh :D

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *

** Janwar G** hum ne aap ka kiya begara hai jo aap ne esay kaha :( hum to kabhi bhi aap ko kuch nahin kerte wasay mera dullha bhag he nahin skta bechara abhi deryaft he nahin howa lol janab mera nahin khiyal k main 17 saal main shadi kerna chahti houn so Ha!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! :p but chorain aap aur sunain khabarain denay k elawa aap kiya ker rahay hain aaj kal ? and how was ur day? and how was ur trip down lhr & ISB? do let me know ok :) ok then janab TC wid love Cute Swee2 :Pretty:
[/QUOTE]

hmmmmmmmmmmm hmmmmmmmmmmm hmmmmmmmmm mem sahab mai yaha News sunanay wala janwar ho nah kay appna hal chal sunanay wala ..... agar appna sab kuch sunanay beth geyeah tu din or raat kiya zindage bhi kum par jaie ge ... :) wesay app nay humhara kuch nahi beegara magar app larkiyo ke zat nay maray boohat say doosto ke jaanay le hai boohat say doosto ko dukh deyeah hai... boohat say doosto ke neenday haram ke hai , boohat say doosto ko tarapta choora hai , boohat say doosto ke zindage-e-gulistan mai sahra ke moojay chala de hai ... why why why .... mai app say nahi sab larkiyo say poochta ho why they alwaz doing with guz... :( well mera aik singal doost app logo kay methay zahar say nahi baach saka ... har koie bayhal hai har koie lachar hai ... woh nah cha kay bhi app logo kay huson mai qaad hai , woh nah cha kay bhi app ke khoobsorti or us ke talismati duniya mai rah rahay hai.. or nah koie rah-e-farar hai or nah koie or duniya... jaie bhi tu kaha jaie lot kar waha he aie gay jaha un ke manzil shoro hoti hai nah khatam honay kay leeyah .:(

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *

** Janwar G** hum ne aap ka kiya begara hai jo aap ne esay kaha :( hum to kabhi bhi aap ko kuch nahin kerte wasay mera dullha bhag he nahin skta bechara abhi deryaft he nahin howa lol janab mera nahin khiyal k main 17 saal main shadi kerna chahti houn so Ha!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! :p but chorain aap aur sunain khabarain denay k elawa aap kiya ker rahay hain aaj kal ? and how was ur day? and how was ur trip down lhr & ISB? do let me know ok :) ok then janab TC wid love Cute Swee2 :Pretty:
[/QUOTE]

wesay app kay har baat kay last mai Love Cute Swee2 hota hai ... mai manta ho yeah pyar karna acha hai pyar kese ko dena acha hai magar us waqat jab yeah sachay jazboo say bana ho ... jab is pyar ke koie phachan ho , jab yeah pyar nahi aik junoon ho , aik taranum jazba ho , aik ahsas ho kese kay dil ko khoosh karnay ka.... so mem sahab sach poochay tu yeah jo app liekht hai kash yeah pyar jitna app liekhti hai us say bhar kay app appni family say karay appnay father n mother ur sisters n brothers.... ur real friends ur relatives jo app kay appnay hai ... un say karay lafzoo say nahi dil say .... yaqeen manay zindage or khoobsorat ho jaie ge ... or hum jesay deewanay anjaano ko yeah DUA day kar kiya fieda jo app or hum kabhi poora nah kar paie... bus aik DUA kar deyeah karay humharay leyeah kafi haui kay ALLAH sab ko appni rahmat say nawazay . Ameen .

app ke DUA ka talabgar ( janwar )

Abay… Shalwar naheeN thi… wo… TROUSER tha…

Bhala Shalwar pehin kar miaN kesay jump lagata… Bewaqoof Samajhtay ho mujhay :bummer:

APNI CHAPL bolay tou … CHAPAL Muanas hay na…

SO… CHAPAL is Always welcome… bas… JOTA na hoo…

CHAPAL hoti hay… JOOTA hota hay… :eek:

Oh jabhi kahi is shalwar ka naaraa nazar Q nahi aaraha hai . :stuck_out_tongue:

:nono4:

Ye hota hay.. Ghalat Sources se.. KhabraiN lenay ka anjaam :rolleyes:

oh means kafi experince hai in chapalo ka :stuck_out_tongue: jooto ka karna hai tu plz aajaie woh bhi karwa day… wesay ajj tak kitne chapal jama ho gaie hai app kay pass :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

oh means kafi experince hai in chapalo ka :p jooto ka karna hai tu plz aajaie woh bhi karwa day..... wesay ajj tak kitne chapal jama ho gaie hai app kay pass :)
[/QUOTE]

O biradar...

Hum ko kahaaN chapal naseeb hoti hay.....

Oye.. Hum ko to JOTA naseeb naheeN hota... bas... Qareb se gurzar jata hay.. kahaaN chapal :(