JANWAR peeti hoie news kay sath

No_Reservation ---- HELAL kaameeti kay ajj member ho gaie kal say woh chand dekha karay gay magar asman wala chand nahi woh chand jo logo kay peechay nikla hota hai .

Raindance ---- raindance nay canada mai marriage consultancy shoro kar de hai .... abhi tak 4 larko ka 8 larkiyo say nikkha pharwa deya hai .

DiYa* ---- nay ajj doodh jalabi khaa kar brush karay bagar sooo gaie subha un kay muu par keeray maakooray chipkay howay tha jis ke wajha say un kay muu par keeray mar spary kiya geyah .

Janwar Newscaster :eek:

Moulana No-rani
farmataay thay kay Kiyamaat kee kuch nishaniyaa yah be hain kay mumlakat kee bhaag dor Janwaaroon kay hath main aajay gee.. aur Janwaar numma insaan mulk per hakoomat keraain gay… Aur yah such ho gaya Qayamat Ul qayamut

Janwaar teri mehfil main zalim ajab ahtamaam hum nay dekha
kahin zindagi ki barish kahin qayamat ka samma’n dekha

(From the Desk of Dr. Adnan Nadeem Iqbal Dani baqalaam Khud)

Ajnabi4ever --- adnan sahab ke kese say boohat fight ho gaie... baat boohat agay chali gaie...tu humhari peeti hoie news kay karinday jab waha gaie or adnan sahab say poocha kay kis wajha say fight hoie tu bataya unho nay kay jab woh jaa rahay tha tu peechay say un ko kese nay bol deya BAHAN jii zara rasta day ge ... Q kay Ajnabi nay appnay peechay kay baalo par poonee bandhi hoie thi .

Raindance --- nay kal raat ko internet par aik virus send kar deyah jis ka kam larkiyo kay hard disk mai gus kar un ke pic choora kar un kay hard disk ko tabha karna tha .

insan -- nay ajj msn par appnay mohalay kay jamadar say chat ke , jis par un ko jamadar nay block or del kar deyah or bola ( sir ka durd ) .

Dania2000 ---- nay ajj msn par appna nick RED ROSE rakha jis ke wajha say market mai red rose milna band ho gaie coz sab kay sab morjhaa gaie :( .

NimMi ----- nay ajj bacho kay sath mil kar appnay school kay bahar hartal ke jis par un kay teacher nay in last 2 danday maray or wapas class mai kan pakar kay lay gaie .

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Dania2000 ---- nay ajj msn par appna nick RED ROSE rakha jis ke wajha say market mai red rose milna band ho gaie coz sab kay sab morjhaa gaie :( .

[/QUOTE]

LOL

aray app bhi tou un bachon mai shamil the :o kitni buri baat hai mera batadia apna nahi bataya.. mujhe tou 2 dhande pare app ko tou 4 :D abb yaad aaya bachoo?:p

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Raindance --- nay kal raat ko internet par aik virus send kar deyah jis ka kam larkiyo kay hard disk mai gus kar un ke pic choora kar un kay hard disk ko tabha karna tha .

insan -- nay ajj msn par appnay mohalay kay jamadar say chat ke , jis par un ko jamadar nay block or del kar deyah or bola ( sir ka durd ) .

Dania2000 ---- nay ajj msn par appna nick RED ROSE rakha jis ke wajha say market mai red rose milna band ho gaie coz sab kay sab morjhaa gaie :( .

NimMi ----- nay ajj bacho kay sath mil kar appnay school kay bahar hartal ke jis par un kay teacher nay in last 2 danday maray or wapas class mai kan pakar kay lay gaie .
[/QUOTE]

i wasn't talking to jamadar i was talking to jamadarni :) and i didn't block her she block me :)

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

scarlet lady ---- nay ajj gareebo mai khana taqseem kiya … achanak un ke nazar jab gareebo par gaie tu GS kay baray baray naamo walay khanay ke line mai nazar aaie jis par scarlet lady nay izhar-e-afsos kiya .

Humne Afsoos He Tho Karna Tha…Aur Hum Kya Kartha Janab Janwar Jee :halo: Humne Vaha Unko Deek Kar Hasna Tho Nahien Tha

But You Forgot To Mention What Happened After The Afsoos…Please Tell Jee :blush:

Scarlet :nuch: xXx

Shoab akhtar ---- nay aj fit ho kar bhi unfit ho gaie.... jab un ko pata chala kay un kay samnay ajj khalnay kay leyeah sawag aaraha hai tu woh foran unfit honay ka bahana bana kar bister-e-murg par leet gaie .

scarlet lady ---- scarlet lady ke dilkashi or tazgee par aik director nay soocha kay Q nah aik product lounge kara jaie.... so us nay aik Soap ready kara hai jis kay oper scarlet lady ke pic lagi hoie hai or woh soap market mai kafi sellout ho raha hai .

insan --- insan nay sab say phelay jab chand par appnay kadam rakhay tu un ko chand par kolsoom khala nazar aie jo chand par jhaaroo day rahe thi insan ko dekh kar boli aagaie beta chalo kam par lag jaoo .

NiMMi --- nImmi ko Iraq mai U.S army walay bolana cha rahay hai Q kay un kay pass zahreela weaponz khatam ho gaie hai or abb woh chatay hai kay iraqiyo ko nImMi ke shakal dekha kar daarie .

Dania_2000 --- vaanaa opration mai AFGHAN force or paki force kay hatho jo TALEBAN pakray gaie hai woh abhi qaad mai hai magar kuch nahi bata rahay , kafi mara or boohat kuch keyeah but appnay logo kay naam or patay nahi bata rahay..... tu phir aik amry guy nay un kay kan kay under kuch bola or taleeban aik aik kar kay sab kuch batanay lagay... pata karnay par batayah unho nay kay hum nay taleeban ko bol deyah tha kay agar nahi bataoo gay tu aik candle dinner DANIA2000 kay sath karna paray gay .

Ajnabi4ever ---- nay aJj aik female doctor ko char deyah jis par un ko ganja kar kay donkey par betha kar pooray hospital kay patients kay samnay say lay jaya geyeah .

NO_Reservation ---- nay ajj Train mai appni seat reserve karwa le jo kay train ka naam : toofan mail : or destination HELL hai .

LALA2000 ----- LaLa jaani nay LaLi jaani ko Jaan day kar is pooray jahan mai love 2004 story raqam kar de .

Very true mate.. yaar meraay sath aissa kiyoun hotta hai.. Kul aik goray nay chaltay chaltay meri back side smack mara aur kaha Hiya baby main nay jub side say uss ko daikha tuo..he was so terrified aur sorry kah kay nikal liya..

:smack2: Mein, Meri khoobsurti aur meray lumbaay baal

:-|… I’ve been to HELL so many times… but always found it full :smack:

so… laut ke buddhu, ghar ko ai :wink:

Gumshuda Gumshuda Cute Swee2 hoi Janwar G ki khaberoun se hoi :eek: hum kahaan hain janab nazar nahin aa rahay zara aap humain dhondne main madad fermain ge Janwar G
hehehe! Janwar G kiya baat ahi aaj kal hum are baray main kuch anhin likha ja raha aap ki tabeyat to theek hai na lol :

ok ab hum chalate hain janab TC
wid love Cute Swee2 :Pretty:

lolzzzzzzzzzzzzzz wow jabhi kahon app kyun beehosh hogaye the mujhe dekh ker:p...

-------x--------
Saari larkiyan etni achie achie theen key Virus loot ker hee nahi aya
aur woheen latuu ho gaya, :bummer:

Janwar ess thread per DC koun nahi ati,kaya baat hai,? :eek:

-----xx-------
Ajnabia4e kasey hou hazoor, :hug: kuch pherakta howa too sunayah,kuch dil kay qareeb hou,bohat sunnay ka dil cha raha hai, :bummer:

wow yaar tum nay tou meri ek value bana di :k:

thankooo Janwar!

^^ :k: :rotfl:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

scarlet lady ---- scarlet lady ke dilkashi or tazgee par aik director nay soocha kay Q nah aik product lounge kara jaie… so us nay aik Soap ready kara hai jis kay oper scarlet lady ke pic lagi hoie hai or woh soap market mai kafi sellout ho raha hai .

Sellout Isley Nahien Ho Rahe Kion Ke Humari Tasveer Hai Jee…Aap Yeh Kion Jupa Rahe Hai Subse Ke Aap Ke Bhi Humari Saath Tasveer Mein Hai Jee…Sharam Aa Rahe Hai Jee Aapko Kya Janab Janwar Jee :blush: Humein Bhi Aay The Jab Director Ne Kaha Tha Ke Humari Saath Jo Tasveer Kejwagey Vo Shaks Tho Sirf Bari Bari Stars Ke Saath Athey Hai Jee…Humein Bahoot Khoshi Howie The Jab Aapke Darshan Howe The Us Din Jee :kiss:

Thankyou You From The Bottom Of My Heart Jee :love:

Take Care And Keep Smiling…Scarlet :nuch: xXx

Ooo Bhai janwar, yaar ley dey kar aik hi Lali hey merey paas, tum kyoon humaari mohabat mey phaaka daal rahey ho :frowning:

chalo kuch na kuch to hum ney bhi kia, warna abba humesha kehtey hein, beta tu kuch bhi nahi kar sakta hey :hehe:

bhai sirf aik baar batado, wo Lali hey kaun, mey ney bhi aaj tuk nahi dekhi :wink:

oey fit hai yar

:rotfl:

:hehe:

Meri news: janwar ki har new mein kuch barber hai.. so be careful and Dont believe everything he says. lol..jk