JANWAR peeti hoie news kay sath

[QUOTE]
*Originally posted by scarlet lady: *

Logo say daroo ge tu jii lee tum nay appni zindage mem sahab… logo ke parwa karo ge tu zindage nahi serf dukh he raho par paoo ge appnay … zindage kay is mor par khud ko akela paoo ge … or agar tum nay hath kese nah kese ka pakar leyeah jo kay anay walay mosam ke tarha nahi badalta tu zindage mai kuch nahi serf khooshi paoo ge … khair yeah tu aik alag baat hai … wesay app chalay mera hath nahi pakray magar zindage mai kese nah kese ka aik nah aik din hath tu pakarna paray ga .. phir kiya karo ge … wesay app nay doosti ke jaha baat ke woh mujh say nahi khud say pooch lay app ka dil kiya bolta hai :slight_smile: jawab milnay par zaror mujh ko bata dena , Q kay mai dil ke baato or jazbatoo ke bari qadar karta ho… and u know Kuch log yaha par hai jo meray jazbat ko sumhaj he nahi patay … bus mazak hansi hmmmmmm but khair… be happy n have a gr8 life . tata
p.s thanx for being so nice .

tum dance ke offer karti ho tu tumharay sath … look at scrlet lady she wont take my hands on her hands so now its all up to u .. tum say sawal karta ho abb ( Mera hath thamoo ge ) bolo :blush:

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *

gainday :p
[/QUOTE]

OyYyyyee.... totty fruity juice :p

scarlet lady ==== - - - - 0 - - - - nay Ajj pepsi kay add mai cat walk ke ... Q kay pepsi kay jo ADD mai kam karnay CAT aie thi woh bhag gaie thi .

Dania_2000 ==== ajj Lahore ke gaaliyo mai dandia dala , Q kay un ko dando ke marketing karni thi .

NimMi === nay ajj Nagan ka naach dekhaya jis par GS kay MOD nay un ko best nagan dancer ka award deyeah .

lalas2000 === LaLa ke LaLi dekh kar LaLo-khat mai Laarie hO gaie :p

aur app been bajarahe the...:p jis ki wajah se movie ka song hit nahi hua.. mager mera dance tou pasand kia gaya;)

[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
aur app been bajarahe the...:p jis ki wajah se movie ka song hit nahi hua.. mager mera dance tou pasand kia gaya;)
[/QUOTE]

;)

chal chal :mad: main lahore kabhi gayee hi nahi …:frowning:

Hmm lagta hai tumhe maar khane ka bohat shuaq hai! Mere parents kafi achi hatir daari kerte hain is mamle mai! :wink:

[QUOTE]
Originally posted by Janwar: *
**scarlet lady
* ==== - - - - 0 - - - - nay Ajj pepsi kay add mai cat walk ke ... Q kay pepsi kay jo ADD mai kam karnay CAT aie thi woh bhag gaie thi .

Dania_2000 ==== ajj Lahore ke gaaliyo mai dandia dala , Q kay un ko dando ke marketing karni thi .

NimMi === nay ajj Nagan ka naach dekhaya jis par GS kay MOD nay un ko best nagan dancer ka award deyeah .

lalas2000 === LaLa ke LaLi dekh kar LaLo-khat mai Laarie hO gaie :p
[/QUOTE]

mey ney aaj tuk apni laali nahi dekhi, tum ney kahan sey dekh li???

janwar bahi merey barey mey koy kahbar koin nhai likhi ??? :mad:

:hug:janwar

:rotfl:

:rotfl: :rotfl:

Dania2000 ---- nay ajj ice cream walay say ice cream kharedi magar jesay he ice cream khanay ke kooshish ke tu us kay under say Golden ring nikle jis ko dekh kar dania khooshi say pagal ho gaie bad mai un ko pagal khanay lay jayah geyeah jaha abhi tak ilag ho raha hai .

insan ---- insan nay insano wali harkatay karna chor kar alien wali harakatay karna start kar de hai .. unho nay appni aik space shettle banaie jis par beth kar woh zorzor say chela rahay hai mai bhi jaoo ga MARS par.

Ajnabi4ever --- Adnan nah ajj dhooti pahan kar , pashtoo dance kiya achanak dhooti khol gaie magar under papu ke underwear nay un ko bacha leyeah .

scarlet lady ---- nay ajj gareebo mai khana taqseem kiya ... achanak un ke nazar jab gareebo par gaie tu GS kay baray baray naamo walay khanay ke line mai nazar aaie jis par scrlet lady nay izhar-e-afsos kiya .

lolzzzz

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

:D

janwar bahi ek news to batana bhool gaey aupney barey mey :)

insan yah bhi khey rha tha ke mars per aupney janwar ko bhi ley jaoun ga :)

jk

:rolleyes: :rolleyes:

:rotfl: janwar tum pitto gay meray haathon :smash:

:eek:… yeh thread phir se zinda ho gaya…:smack:

waisse i was missing this thread :bummer: