Dania
March 25, 2006, 4:09pm
1
JB Uncle aap har waqt chai kyun peetay rahtay hain?
ziyadah Chai peenay sey sehat kharab hojatee hai…
aur ek raaz ki baat bataoon?
larkiyaan chai kyun nahi peeti? issliyah kah chai (ziadah) peenay sey complexion dark hojata hai
waisay…chupkay sey kaan main kahing main bhi chai nahi peeti
P_G
March 25, 2006, 4:11pm
2
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...
^ abhi james bhaand app ko kahain gay U paindo yeh chai nahi Coffe hay
Shikra
March 25, 2006, 4:12pm
3
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Agar chai peeney sey rang kaala ho jaata hai, tou phir chai peeney waley gorey gorey kyon hain
fghd
March 25, 2006, 4:14pm
4
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
shikkiiii ziadah khush fehmi ka shikaar na ho I hate u
I don’t drink tea either…but im kaali kalouti
Dania
March 25, 2006, 4:15pm
5
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
lol..woh paidaishi hain lekin ek din hojai ga..
Problem_girl chai ho ya coffee hai na ek hi cheez dono kay c sey naam hain
Dania
March 25, 2006, 4:16pm
6
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
tum doodh peena shurooo kardo..goree hojao gee
P_G
March 25, 2006, 4:18pm
7
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...
^ mujhay to koi aytraz nahi yeh to james bhaand ka ferman tha
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
phirr bhenss kay bachhay goray kyon nahi hotay ??
fghd
March 25, 2006, 4:18pm
9
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Doodh he tou peeti houN…ulti phul-behri (yaheeN kehtay hai na? ) ho gayee
Uncle bhaandayyyyyyy kabhi unhay doodh peeta daikha hai kiya
Dania
March 25, 2006, 4:20pm
10
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
bhains kay bachon ko kon dekh raha hai? insaano ki baat karain na
Emm doodh peenay ko bola hai…poori degh peenay ko tou nahi
Shikra
March 25, 2006, 4:20pm
11
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
I’ve seen bhains k bachey doodh peethey huey
Evil I don’t like kaali larkiyan, therefore I don’t like you
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
yeah - Woo jab tak BaRay nahi hotay apni mom ka doodh hi peetay hain
Baqi doodh wala nikal laita hay
Dania
March 25, 2006, 4:23pm
13
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Tobah next time peetay huay nahi dekhiyah ga..bhainsni ki dolattiyan parr jain gee
fghd
March 25, 2006, 4:23pm
14
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Shikki maasii har Insan ko Allah MiyaaN nay banaya hai aur iss may bhi aik khoobsurti houtti hai. Insaani makhlouqat ka mazaq urana Iqbal eeerrr I mean EMM ki shaan may nahee hai.
App larkay tou bahanay dhoontay hain larkiyou say baat karnay may. Yeh bilkul na mehram environment hai, koi samajhta hi nahe…gijjyy paaii ko shjikayat lagani parhay gi! i hate
Dania
March 25, 2006, 4:26pm
15
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Shikra
March 25, 2006, 4:27pm
16
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Damn, I have no answer to that
Dania
March 25, 2006, 4:28pm
17
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
shukar hai..
P_G
March 25, 2006, 4:29pm
18
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...
[QUOTE]
phirr bhenss kay bachhay goray kyon nahi hotay ??
[/QUOTE]
kion kay woh dhoop main khayltay hain is ley kalay ho jatay hain
fghd
March 25, 2006, 4:29pm
19
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…
Meri batouN ka please fly na kareiN mazaq. App lougouN ki warna aik tasweer khainch eerrr I mean bana dalouN gi mai …I can draw u know
Dania
March 25, 2006, 4:30pm
20
Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...
kion kay woh dhoop main khayltay hain is ley kalay ho jatay hain
lol..bohat aasaan jawab tha yeh tou :p