James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

main nay nahi kia na..:hugz: shikki ki bana dena..ziadah achi rahay gee :wink: :k:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

tumharey daant kyon nikal rahey hain :smilestar:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

:kursi: meray dant niklain ya na niklain ya toot jain…tumhain kya? :naraz: :naraz: :naraz:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

Dania: abb aap hi aik larki ho kar aiklarki ki baat samajh sakti haiN. I get really hurt jabb koi larka baat baat par kisses aur hugs dayta hai. Meray bhai agar yahaN aa gaye tou kiya souchay gein, meri tou jo thouri si izzat hai woh bhi mitti kay tail may use ho jaye gi.

:teary2:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

Kuch kuch hota hai :blush:

Evil drama band karo, jaa kar painting…errrr…skeletons banaao :smilestar:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

[QUOTE]
lol..bohat aasaan jawab tha yeh tou
[/QUOTE]

ik awart docter kay pass jatee hay kehte hay mental level kis terah check kia jasakta hay ..docter kehta hay kay koi sa bhi asan sawal poochain agar jawab day day to theek hay or ager na day sakay to samjh jain gerber hay

awarat kehte hay maslan ? docter kehta hay muhammad bin qasim nay somnath per 17 hamlay keye thay batain soolwan hamla pehlay kia tha ya saterwan

awrat kehte hay yeh to bohat mushkil sawal hay !

agay app samjh dar hain

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

Shikki Massii: Mehfil may aik ajnabi aur na mehram larki par haath uthatay huwey sharam say aap kay haath nahee kamptay? Kaisey insaan hain aap? aap ki koi behan nahee hai? aap kiya aaisa hi salouq apni hayat-e-zindagi kay saath karein gein?

pretend i wrote some lesson learning sher here

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

Omil, issmein meri family ko kyon invole kar rahi ho :( meney konsa tumharey pardaada haji afzaal ka zikar kiya tha jo meri family ko beech mein ley aayi ho :(

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

Aap ko lesson dainay kay liye. Aagar koi lafanga larka aap ki behan ko chairay net par tou kiya aap ko acha lagay ga? nahee na! Meray ghar walouN ko bhi nahe acha lagay ga. Mera bhai idher hi ghoomta hai, uss nay parh liya na tou aap ka pata karwa lay ga aur ghunday peechay chour day ga. Nahee ham ghounday nahee hai buss oonchay oonchay logouN say taluqaat hain. I am shareef larki so avoid flirting with me in near future! :snooty:

gijjyyyyyyyyy paaaiiii daikh rhaeiN hain aap, shikra tung kar raha hai :crying:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

Sorry, kahin mujhe ban na karwa dena :(

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

[QUOTE]
aap kiya aaisa hi salouq apni hayat-e-zindagi kay saath karein gein?

[/QUOTE]

apnay jazbat per qaboo payee malaky-e-jazbat

hayat or zindgee ka ik hee manni hay app shaid kehna chahtee hain

Nisf-e-hiyat ?

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

Shikki massiii aap ko apologize karni paray gi abb :snooty:

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara...

^ is k ley ab app new thread kholain !

Re: James_Bhand Uncle ko ek mashwara…

awwww :hugz: jab koi larka baat baat par hugs day usay ek kursi kheench kar maro..theek hojai ga :smiley:

shikra tumhara sara kuch kuch ka kachoomar bana doon gee :bailan:

PG tum nay ghalat forum main joke post kardia hai :hehe: