Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai
Aray naeeen Saaaab…
Ek dafa kar zikr hai,
Ek Pakistani Ek Pakistani apnay paros main gaya,
un say kaha,
Bhai saab agar aap mind naa karain to kia main aapki “Istri” thori dair kay laiay lay sakta hooon, main aapko istaymaal kar kay wapas kar dooonga…
Woh Sahab bohut sakht ghussa hoay, or kehnay lagay kay ap agar dobara aisi baat bolo, to main tumko seedha kar kay rakh dooonga,
unhon nay kaha kay “bhai saab, main Istri hi to maang raha hoono, koi ghalat baat to neheen ki”
itnay main ek aur sahab aaye, jo Pakistani or Indian languages say Ba-khoobi waqif thay, unhon nay bataya kay “Aray bhai, inki language main Biwi ko Istri kehtay hain”…![]()