jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:cb:ab thora sa hanstee hoon…

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

You know why,
Because
TOMORROW NEVER COMES
Yesterday you thought “I will press the cloths TOMORROW”, and you started chatting on GS and today when you tried to press the cloths, Iron is not working…
See,
Buzurg theek hi kehtay hain,
Aaj ka kaam kal par naa choro…:blush:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

mery sath b yahe hota hey akser office key liya night may dress iron nahe karo tu sobha may light he nahe hoti may b both paershan hoon es problem say

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:smack:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Lo G Kar Lo Gal…
Sub Khawa-3 aisi hi hoti hain…
Night main baith jaati hain Drama daikhnay,
Ya phir walkain karnay (kay kaheen motay naa ho jaen),
or phir morning main Iron ko ya phir Bijli ko kosti :mad: hain..

That’s why I said: Aaj ka kaam kal par naa choro (coz) TOMORROW NEVER COMES

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

han ji tusi sahe kanday ho but i have another problem too

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:smilestar:…aur mard hazraat kaisey hooteay hain…office sey aaye…khaaya ..piyaa…aur soo gayee…

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

ya u r right bachi merdon ko tu es key elwa kuch ata he nahe hey

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

haan.....now where is MR_sameer1

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

wasy may b office say aany key bad sojati hoon kia may b asy he hoon ....*ansoo poching

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Haan to zahir hai,
Office say thakay haaray aatay hain,
Ab khana khaa kar soengay neheen to phir kia Iron karnay kharay ho jaengay…
Tumko Iron karnay ko rakha tha,
Magar tumnay GS par duty daini shuroo kar di…
Or jub mard hazraat ghar aatay hain, to Sir baandh kar baith jati hain Khawa-3, or kehti hai “Hi mera to Sir phata jaa raha hai kaam kar kar kay saara din”…
Or Baichara Husband, phir bhi uski Reham-Dilli daikho, Sir dabanay baith jata hai, or aksar Iron bhi khud hi kar daita hai…:teary1:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai


Haaan Ghazal kay saath mujhay dilli hamdardi hai,
kiyooon kay woh baichari bhi Nokri-paisha khatoon hai, or aakhir saara din office main BAITHTI ho gi...
Phir thaki haari aati hogi, to zahir hai, Iron karnay ko kahan dil karta hoga...

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

yai koon sai dramai ki story hai:hehe:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

thanko ji :)

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

No Thanks,
Mujhay pata hai,
Office main bhi tum larkian saara din makhian hi marti ho…
Or woh jo computer par job karti hain… unko to ek application type karnay ko day do,
Huufffffffff…:halo:
Apni nazuk nazuk unglian keyboard par aisay rakhti hain kay jaisay toot hi naa jaey…
or is doraan bhi chaae chahiay tum Khawaa3 ko…
Or agar itnay main koi doosri kha-TOON aajaen to 2no gum ho jati hain makeup or styles ki dunia main…:hoonh:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:snooty:** issey bara jhoot mainey aaj tak naheen suna…:hoonh: **

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

haan to husbands ki bhi farz hai biwi ki khitmat karey :snooty:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:smilestar:**…:snooty::grumpy::naraz: **

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Redroses: Haan farz hai, magar tab, jub Biwi such Moooch be-maar ho, Rose Rose ka be-Maar acha neheen hota…:hoonh:

Sara_87: Don’t talk about husbands like that, okay…:snooty:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Parosi ke pass chali jao aur kaho Apa apki istari mil jaygi :p