jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:smack:

me and my family is invited on a lunch and we have to be there @ 1pm …abhi rasta bhi one hour ka hai..and guess what…the stupid,manhoos IRON is not working:aj:

i have to iron my son’s ,mine and my hubby’s cloths and its 12 pm…:bummer:now who will go to WALMART and get the iron..itana time kahan sai laoon mai:mad:

why why …when we are in a hurry everthing goes wrong:hoonh:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Can you just plug the iron in the power socket :-/ ?

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Instead of spending this time on gupshup and opening a thread about it, if you had gone to walmart, you could've actually gotten a new iron. Something to think about.

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

i did that:barbie:i am not dumb:naraz:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

aaaww.........aur aap yahaan per time waste kyon ker rahee hain...........

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

dear abb mai kiya bhaag kai jaoon:aj: dont have a car..i called hubby …when he ll come then we ll go:p

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Har kaam hubby sey karwana, khud kabhi koi kaam na karna!

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

sorry wrong thread…damn ppl post so fast in cafe that u click on 1 thread and by the time it loads it u are in a different thread coz arrangement changed in that split second…:halo: :halo:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

now who are u calling DAMN:aj:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

heehee

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

bachoo app kai din bhi kareeb hi hain:hugz:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Isi baat sey tou darr lagg raha hai. Tabhi tou mein ab iss moham par hoon k larkiyan apney apney kaam khud kiya karein, bechaarey husband pahley hi itna kaam kartey hain.

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

yeah rite:barbie: larkai beecharai…jitana kaam larkiu ko karna parta hai nah shadi kai baad utana koi nahi karta…tum loog sirf job kartai hoo..hum ghar ka kaam,khana banana,bachoo ko samhalna…blah blah…

aik iron lana walmart sai kaam hoo gaiya:naraz:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:omg:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Job karna sab sey mushkil kaam hai. Itna stress hota hai. Boss ki bakbak, meeting deadlines, politics in office. Ghar k kaamon ka kia hai? Khana pakao, kaprey dho lo, ghar ki safaayi. Iss kaam mein 30% time lagta hai. Baqi 70% kidhar jaata hai?

*Television *

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:barbie:…haahaa…try ker kay to deykhain…phir pata chalayga…
kehna bohot aasaan hoota hai…

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

Jab ammi Pakistan gayi thee aur mein ghar mein akela hota tha, sab kaam mein hi karta tha. Ghar ki safaayi, khana pakana, kaprey wash karna, bathroom saaf karna etc. It's not hard. All you need is time. With the husband working 40 hours a week, it's very difficult. When a stay-home woman does it, she can do it easily because she has enough free time to do it. I am not saying it's easy or less than a full time job, but you need time to do it and it's "doable".

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

:barbie:

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

mere ammi kehte hain ik din pehlay kapray press ker kay rakha kero * snooty *

lakin mainy kabhi ammal nahi kia * blush*

Re: jaldi mai haar kaam kharaab hota hai

ager itana asaan hai ghar ka kaam tou why dont u switch jobs ..haan??mai nai bhi job ki hai …i know work polictics..they sucks:smack: laikin plz dont ask about family politics…they are hell…

anyways the iron is here so me back to my job …shikki muhjai 20 loogon ka khana hi bana kai dikha doo tum tou mai manoo:bobo: