na guzre to kya kerna chahye…![]()
Re: ~~jab Waqt
rona chahiye sar peet peet kar:vivo:
Re: ~~jab Waqt
sachi…
mujhe to pata hi nahi tha…werna main to kabse yehi kaam kerahi hoti!
Re: ~~jab Waqt
guess what we guys are free till 15 sep:hayaa:
mujeh yeh gham khae ja raha hai:naak:
Re: ~~jab Waqt
hello friends:wave:
Re: ~~jab Waqt
jab waqat na guzray tau gs pai aa kay thread kholna chahiay
u r on da rite track
keep it up
:k:
![]()
Re: ~~jab Waqt
4gotton abhi mujhe bohat ghussa aaya hua hai
chalo is ki kuttai karein
Re: ~~jab Waqt
dhoti uncle dhoti uncle
dhoti kheinching![]()
Re: ~~jab Waqt
kitnay red bull peete hoo eik din main?haar waqat tapde raindi o
Re: ~~jab Waqt
haan kya hoga hamara tab tak to main Allah ji ko pyaari hojaaongi:bummer:
hi
Re: ~~jab Waqt
chaloo jee atay hee hamla shuru aik to k337 ko bas koi pyara sa larka chahiay marnay kai liaye ![]()
Re: ~~jab Waqt
kiski kutai kerni hai??main tyaar hu…mujhe bhi ghusaa hai bohat
Re: ~~jab Waqt
uss kay baad yahan baith kay time waste karoo class kay saath
Re: ~~jab Waqt
jab waqt na guzray to "Ibadat karnii Chahiay kai Anay wala Waqt Acha Guzray" :)
Re: ~~jab Waqt
achaa but time waste kerna buri baat hoti haina???ami ne to yehi bataya tha mujhe:D
Re: ~~jab Waqt
jab waqt na guzray to "Ibadat karnii Chahiay kai Anay wala Waqt Acha Guzray" :)
thanks:) yeh mashwera hit hai
Re: ~~jab Waqt
ammi an puranay zamanay ke hooti hain
uss waqat siraf radio hoota thaa
abb internet,gs ka zamana hai
aur bohat say achay achay tareeqay hain time waste karnay kai
Re: ~~jab Waqt
main to ek bhi nahi peeti bas roz lassi ki deeg beti hoon
aur main pagal khanay bethi hoongi:naraz:
:aq:pyare ki shakal dekho
kisi ko bhi
tum bataoo
Re: ~~jab Waqt
u welcome 4gotten always there for you :)
Re: ~~jab Waqt
apas main kyun nahen kutTeen tum donnon
cat fight cat fight ![]()