~~jab Waqt

Re: ~~jab Waqt

kutai “kulfi wale” ki kerni hai…usne mujhe aaj kulfi nahi di:(

Re: ~~jab Waqt

^ tum nay paisay diay thai greeb kay baal kulfi walay ko?

Re: ~~jab Waqt

hamain nahi kerni cat fite:mad:…or aap bataye or kya tareeke hain time waste kerne ke:chai:

Re: ~~jab Waqt

:layd:mama ne kaha tha larkiyaan larai nahi karteen:blush:
aur main kahan larai karti hoon
main to masoom hona
sheyn say poochj lo:halo:

Re: ~~jab Waqt

nahi woh khas mera kulfi wala hai…:D…per janay ajkal onu ki hogya ae:bummer:

Re: ~~jab Waqt

time waste karna hai
idher aa kay meray panday aur kapray hee dhoo dou
:cb:

khwajay ka gawah …:faizy:
:omg:

Re: ~~jab Waqt

lay down and stare the celling as long as u can:D

Re: ~~jab Waqt

sab aise hi bolte hain phir chale jaate hain:(

Re: ~~jab Waqt

^enjoy while it lasts

:chai:

Re: ~~jab Waqt

:cb:

ab ziada hasnay hi zaroorat nahi hai:smilestar:

Re: ~~jab Waqt

yaar 4gotten kai liaye to cat word theek hay
magar plz k337 ko cat na kaho

warna

warna

warna

cat gusa kar jaye gii :sadiyah::rotfl:

Re: ~~jab Waqt

[quote=“Dhoti_Main_Dhamaka”]

time waste karna hai
idher aa kay meray panday aur kapray hee dhoo dou
:cb:

aapke kapray or panday main kyun dhoo dou…:naraz:koi or dhundle is kaam ke liy":barbie:

Re: ~~jab Waqt

^ dramaybazzz:phati:

Re: ~~jab Waqt

listen to this song: **Dil Ke Arman Ansuon Men Bah Gaye. **To my surprise it's very soothing.

Re: ~~jab Waqt

yaar main nai agar aaj koi thread khol hee liya hay koi reply hee nahi kar raha :naraz::hmmm::naraz:

Re: ~~jab Waqt

:faizy:Dhoti dhulwani hai

Re: ~~jab Waqt

nahi :( us ko sunker mujhe sadmaa hojata hai

Re: ~~jab Waqt

wadDe eid pay eiko wari dhulwain gai

Re: ~~jab Waqt

shocked main dramaybaaz…logo dekho yeh Mr mujhe dramaybaaz keh rahe hain

Re: ~~jab Waqt

^ also rangbazzz:phati: