Jab main rota hoon...

…to kyun hasta hai zamana?

Re: Jab main rota hoon…

aap apna ronay ka style change kar lain :blush:

Re: Jab main rota hoon...

dil k pehloo mein dil sou gaya
zamana deewana ho gaya
zamana deewana ho gaya

Re: Jab main rota hoon...

PS:- Welcome to GS
have great fun
enjoy ur stay and keep posting

Re: Jab main rota hoon…

Welcome to GS tafoo :flower2:

p.s: attay saath itna depressin thread khyoon khol rehay ho app :konfused:

Re: Jab main rota hoon…

p.s: attay saath itna depressin thread khyoon khol rehay ho app :konfused:
[/quote]

Main aur meri tanhai aksar yeh sochtay hain.

Re: Jab main rota hoon…

…meri shakal hi aisi hai…

Re: Jab main rota hoon…

yaar cafe mein itni deep deep aur depressing baatein, buddy cheer up :smokin:

Re: Jab main rota hoon...

phir aap rona chorh dain

Re: Jab main rota hoon…

Cafe mein nahin to phir kahan mer bhai…mujhay maekhanay baejna chahtay ho?

Re: Jab main rota hoon...

...dil hai ke manta nahin

Re: Jab main rota hoon...

nahin mein tu app koi poetry walay forum mein bhaij rahi thi :D

woh bohat deep aur depressing batein kurtay hai

Re: Jab main rota hoon...

tumhein deep sochnay se kyun dar lagta hai?

Re: Jab main rota hoon...

altaf bhai... zara age to batayie ga...

waise... kamaal k shair maarey hain aapne...
i say depression is an art... u can be a gr8 artisht ...

Re: Jab main rota hoon…

nahin agar deep hi sochna hai tu mein apni iss waqt kitabein na khol loon :rolleyes:

Re: Jab main rota hoon…

:cb:

Re: Jab main rota hoon...

Bhai hum to hain 23 saal ke.
....Aur koi shair wagaira nahin maaray hum ne... aur na hi maar saktay hai hum, hum to khud ishq ke maaray huay hain.

Re: Jab main rota hoon…

Sirf Kitabein khol kar farq parta hai?.. ya parnay se?:confused:

Re: Jab main rota hoon…

tafoo ji kitab kholnay kay liyae bhi tu sochna parta hai :smiley:

Re: Jab main rota hoon...

zamanay ki parwah q karta hai..
aisa kaam kar kay zamana teri parwah karnay lagay!