Jab main rota hoon...

Re: Jab main rota hoon…

dil ko manaien kesi terha aap :rolleyes:

Re: Jab main rota hoon…

Chalo shukar hai ke sochne ki koshish to karte ho.:cb:

Re: Jab main rota hoon…

…dil to Pagal hai…

Re: Jab main rota hoon…

chalay shukar hai app muskaraye tu sahi :smiley:

mission accomplished :smokin:

Re: Jab main rota hoon...

to kya karoon?....George Bush ki tarhan kahin jung shroo kar doon?

Re: Jab main rota hoon…

:cb: yeh emoticon muskra raha hai ya ro raha hai?

Re: Jab main rota hoon...

phir aap us paglay ko kesi pagal kahnay mai dakhilkarwa dain :p

Re: Jab main rota hoon…

yea tu wohi kur raha hai jo app chah rehay hai.

btw app nai apna taruf nahin karaya :nahnah:

Re: Jab main rota hoon...

Nahin main tumhare ghar nahin rehna chahta....

Re: Jab main rota hoon…

Hum Aashiq hain aur 23 saal ke hain. bas itna hi kaafi hai…aur soono ghay to ro paro ghay…

Re: Jab main rota hoon…

mai aap ke nahi aap k dil ke baat kar raha tha :smack2:

Re: Jab main rota hoon...

zahid bhai... pehli wali ka naam kiya tha ?

Re: Jab main rota hoon...

Kambakhta bibi

Re: Jab main rota hoon…

Dil se kya baat kartay ho, dil deewana hai, sari sari raat jagata hai…

Re: Jab main rota hoon...

woh gana choro yar... yeh wala gao

nachangey saari raat sohniya wey
repeat
nachangey saari raat sohniya wey
kar lou thora sa pyar sohniya wey
karlo thora sa pyar -- hay ae hay ae

Re: Jab main rota hoon...

app 23 kay ashiq kahan located hain

Re: Jab main rota hoon...

Walait (UK)

Re: Jab main rota hoon…

kyoun k i zamana bohat zalim aur bai dardh hai:smokin2:

Re: Jab main rota hoon…

meri terha :eek:

Re: Jab main rota hoon…

achaa tu app kurtay khya ho :smokin2: