Wo kehtay haiN kay jab bhi hamarey haaN aao, to Kinnoo, Maaltay, Mathai saath lay kay aao.
Isi liye to ham un kay haaN jaatay nahi, ![]()
Yay GS pay itni tabdeeliaN ho gaiN? Aur ham MachliaN hi pakartay reh gaye… ![]()

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
aap kon hain ab? machale mia
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
![]()
aap kahan gum jate ho time to time
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
paa jee kinno maltay da season khatam ho gaya eh. tussi hun aam tay jamun naal lay kay ao
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
^^ lo karo gal…
ek to tumharey liye machliaN pakar raha tha… oopar say poochti ho kay kahaN gum huN maiN?
Dheko poori 200 MachliaN pakri haiN, tumhara Naashta ho jaye ga.
Kharab ho gai haiN lekin… ![]()
paa jee kinno maltay da season khatam ho gaya eh. tussi hun aam tay jamun naal lay kay ao
Lo yay aur naiye mutalbay shroo ho gaye....
Abhi to knoo Maaltay kay paisay nahi, wo Jamun bhi maang rahey haiN.
main ab dieting pe hoon
dieting kar ke hi to is cup main poori ai hoon:phati:
dieting pay?
Kheriat? Kiya Duniya ki haalat pay reham aagya ya UN waluN ki appeal pay amal ho raha hay?
Ya phir shaadi honay wali hay? ![]()
aap kon hain ab? machale mia
Citrine bhai ham Na-Cheez haiN.
Aap kiya Cheez haiN?
pehla wala:phati: duniya pe reham aa gea:@:
Acha Pengu choro sab baateiN..
Koi chugli batao GS ki…
Koi nai taazi? ![]()
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
haan aap ki bhains ko dekh rahi hoon
kha kha ke bohat jaan banai hui hai:@:
avatar wali
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
^^ haaN to aur kiya…
Arnold Schwarznegger hay Vietnam ka.
tum batao… yay ek cup maiN kaisay fit aagaiN?
Ya ab is say baahir nahi nikla jaa raha? ![]()
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
haan:naak:
bas tak say is cup main hoon phansi hui:teary1:
abbay yaawr…saath walay kay ghar main laga hua hai na jamunon ka darakht, wahan say tor kay lao.
do i have to tell you everything ![]()
HaaN tumhaiN to kuch nahi kehtay, masoom si shakal dhek kay chor daitay haiN…
muj pay to apnay wehshi kuttay chor daiN gay.
Koi aur tareeqa batao. Aur yay GS ko kiya kar dya hay? iski to saari shakal hi badal gai hay…
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
^^ heeee i feel for u
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
lo
ab saray muhallay ko bata kar thori na tornay hain ![]()
yaar kuch zayada to nahin kiya GS ko
bas mood ho raha tha cheezain idhar udhar karnay ko. kaisa lag rahahai ![]()
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
Citrine, what was your previous nick?
Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo
Khumar, are you living somewhere near Dhoti maiN Dhmaka?