Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

no not near :hmmm: in the same country. por que?

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Yay to mujay bhi pata hay kay tum uskay mulk maiN hi rehti ho. I thought maybe in the same city and same Muhalla.

I was just wondering kay wo kahaN gaib ho gya hay and thought you could tell, :hmmm:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Danday wale danday wale :AID:

Aap ko gana pasand hai kia? har waqt yeh khatay hain :@:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

:hmmm:

Kon ho bhai jaan?

Aur yay Amma jee nay kon si dua kar di jo poori nahi hoi? :p:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Nazar nahin ata larki hoon main :snooty: Maa ne dua keh MKD peda ho aur main ayi :@:

:rotfl:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

^^ MaiN kya koi jasoos Camera lagaya hoa hay aapkay kamray maiN jo nazar aaye ga?

Karlo gal.

Waise aapki aankhaiN Phajjay Halwai say bohat milti julti haiN..

J/K… not, :cb:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Danday wale mamu ankhain nahin hain kia? :emmy: Meri ankhain larkiyon wali hain :barbie:

Ohooo…

Wo phajja halwai bhi yehi kehta hay.

Pata aglay din wo pooch raha tha Teefay say kay yaar “Kiya Meri aankheiN Ashwarya Rai say milti julti haiN?”

To Teefa kehnay laga..“yaar tumhari aankheiN to aapis maiN nahi milteiN Ashwarya say kiya milaiN gi” :::gadha:

DMD paai nay ab phone number nahin diya warna un ko miss call mar dayti. khair unhon nay abhi kal parson hi chakkar mara tha GS ka

again :rotfl:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Danda uncle: Aap apne dantoon ki servicing kiu nahin kerwa lete? :chai: Ghanay se kafi kaam reh gai hain :snooty:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

^^ abhi pichlay haftay to karwai hay apnay daantuN ki service.

Ab 5000 RootiaN khaanay kay baad karwuN ga.

Har haftay service achi nahi hoti.

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Tauba hai :emmy: Kanjoos :barbie: Jab ek dant reh jai ga tab service karwana :rotfl:

musammi maaltay:yummy:

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

Acha bacho. Ab Czech aur Turkey ka match shroo ho gya hay.

Laterz.

Re: Jab bhi aao, Kinoo Maaltay saath lay kay aaoo

:mocking i m goin to watch dat match tooo

Turkey awain he awain :mocking:

go holland…we are ganna win …

oleeeeeeeeeeeee
ooooleeeeeeeeeeeeeee:nuch:

OK I couldn’t resist to post one more…

The name of this Dutch player… “Von der Fart”… :omg: :rotfl:

its van der sar:barbie: