Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

mere liye intezaam-e-khasoosi ho raha tha naa doosray thread main.. :p wohi chalay jayaingay.! lol..

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

lol .... tu tum pora gs thori ho:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

haha.. main akela thori hounga..!! poori paltan hogee naa saath main :D

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

waisey .. shadi ho kab rahee hai ?

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

paltan mai kon kon shamil hai?? :aq:

kyon sunny tumhe suit silwana hai kya??:chai:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

ab chaddi banyan tie aur hawai chapploun main shadi par Sunny aanay sa raha ..!
to suit hi silwana paray ga naa..! :hehe:

paltan main sara GS :smiley:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

hahahahah haaa bhi sunny ko shamrindagi hojayegi:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

yaar aisa suit silwana jis ka aik baazoo bara, aur doosra chota ho.. pant kay painchay ussi hisab say ulti side bare aur doosri chooti ho..!! mast lago gay..!

baaloun main sarsoun ka tayl tapak raha houn.. itna keh sab logoun ki zaroorat bhi poori ho jayay :stuck_out_tongue: aur sonay peh suhaga jab chicken dance karaingay..!
:hehe:

hum peehcay say sound effects dayngay :smiley: :wink:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

cg tu phr agya he.....

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

tobah astaghfaaaaaaar!!! sunny meri shaadi pe is tarah nahi araha hai!!:naraz:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

JJ dekh lo.. hum to har jagah aaye gaa..!! waisya yehi sawal apun tum say karta hai..!! :bolo bolo.. tell tell:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

tum se jalti hain:chai:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

me tu kab se yahan hon… me tu yahin rehti hon lol…magar kia bat he aj kal tum cafe me bohet ho :stuck_out_tongue: :faizy: kiski mehrbani he:faizy:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

haan yeh bhi maine notice kya tha... ek damm se cg kis tarah cafe ma!

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

koi tu he jiski weja se yeh yahan bhage bhage agae :faizy:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

shuru main to main cafe main ho hota tha.. par.. ab pooch hi liya hai to batatya huway sharam aati hai. roomaal dhounding

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

^tobha itni sharam achi nahi hoti mian... pata do kya maajra hai?:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

lol :rotfl: ab buta bhi do

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

aik

aik gadhi mili hai..!!

:had say zadatarha sharmaying... aur darwazay peh jaa keh khilkhilayin:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

lolz... kon gadhi he ALLAH G ... kiski kismat phoottii