Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
![]()
:halo:
Haalooo..!
![]()
![]()
:thumka:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
heeeeeeeeeeelo!! :D long time no see :p
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
papu cant dance salaa!!![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
tum yeh gana bohat pasand hai kya ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
Bus jee.. dekh lo.. ab hum hongay see see ..! :D
lagta hai K337 ko pappu bohot pasand hai..!!
pata hai.. hum pappu kissi kehtay hain,.?.. ?
kissi goray larkey keh chehray say saray baal hata do aur ganj kara do..!! he will become PAPPU..!! :D hahaha
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
^:omg: hahahahah kya baat ki hai aapne lolzz:roman
chalo achi baat hai ab aap honge see see ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
hum to hain hee.. ;) sath may phatnay walay gola-bum bhi hai..! ;)
aik sher irshaad ka tha.. bechara duniya main hi chal basa..!
sher hai.. ahem..
is dil ke tukray huway hazaar
is dil keh.. tukray huway hazar..
koi waha gira koi idhar gira to koi udhar
ab aik super glue ki talash hai..
keh jurr jaye yeh dil. aur ho jayain hum sudhar ..!!
wah wah wah wha..!! kia smajhay :D
loooool kya shair hai khud likha hai kya??![]()
nahi mujhe shaadi naih kari abhi:blush:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
Sher main nay nahee likha.. woh aik shair gum gaya tha..aur mujhay mila. us ne mujhay apnay dil ki dastan sunai thi in lafzaoun main.. :p
shadi abhi nahee.. koi gal nahee.. kal kar lena. :) :D
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
kya!!
lol ek din se kya farak parta hai??
us se behter hai mai aaj hi shaad kar loon:barbie:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
humein bhi bulana shadi mein :halo:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
haan tum tu mehmaan e khasooosi hoge fd ke baad:chai:
tum fikr na karo inshallah ![]()
fd boley tou ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
my best friend:barbie:
us ke baad tum mehmaan e khasooosi hoge meri shaadi pe ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
chalo baat teh hogayee.. Aisha ki shadi may ppoora GS ayega..! mehmaan-e-kanjoosi.. ! :p
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
lkyaaaa:eek: pora gs:hayaa: mera kya hoga!!
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
lol.. shadi attend karni hai keh tum nay sab ko sir peh bithana hai..! lol Jo hoga mazoor-e-khuda ho gaa..! ![]()
![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
haye allah phir bhi hazaroon mai tu gs ke members hai!! itne saree log ayeainge kidher :p