Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

haan bhi koon gaddhi hai??:faizy:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

par woh confused nahee.. chalo.. hum kar daingay :blush:

pata chal jaye gaa :stuck_out_tongue: jald..!

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

mujhe abhi butao butana puregaaaaa abhi abhi abhi :aj:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

omg really .. wow thora jaldi karo:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

**agar main kahoun.....

agar main kahoun.. mujhe tum say
hai mobhabbat to tum kia kahogee...

is baat ko, zara ...**

*dreaming of CGadha and CGadhi dancing in teh sarsoun keh khet *

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

kon he yeh gadhi

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

oops

gadhi ko dulatiyan laging

Naheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee..!!!!

me disco dancing

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

:aj: tum buta rahe ho ke me naraz ho jaong tumse

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

lol.. itna laal honay ki kia zaroorat hai..
us gadhi ka tanka fix ho gaya :crying:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

lol jia jee ko chira kyon rahe ho:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

:faizy:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

yeh :faizy: kis ko:p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

CG ko :cb:

tumhe me ab kehrahi hon…AISHAAAAAA CG MUJHE CHARRR RAHA HE

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

hahahaa.. yaar mujh becharay maasomiyat keh maare piyaaray se dularay par aisa ilzaam..! :@:

bohot chota hai..! ;)

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

:smack: tum nahi butaogetheek he buss…

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

ayehaye!! tum jia jiee ko ghussa kyon dilatehoo be1!

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

koi hoga to bataounga naa..! kyun apna matha phor rahee ho.. mujahy kaho.. main yeh naik kam kardoun :D :p

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

chalo awain humme excite kardiya:naraz:

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

energy flow huwa naa..!! baithay baithay.. hum aerobics kara daytay hian..!! :D ;)

Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..

:smack: … me fazool me uchal rahi thi