Re: jaaan lewaa the hidden…
meri izzat tum say phir kaisey aur kabb kam huwi
RAID say martein hain, tumhari generation kam huwi
shadi tou houggi hamarai aur USSI say houggi
ham tou yahan hain, tumhari bachi kabb paidah huwi:confused:
Re: jaaan lewaa the hidden…
meri izzat tum say phir kaisey aur kabb kam huwi
RAID say martein hain, tumhari generation kam huwi
shadi tou houggi hamarai aur USSI say houggi
ham tou yahan hain, tumhari bachi kabb paidah huwi:confused:
Re: jaaan lewaa the hidden…
kabhi apni aqal bhi use kar liya karou, har waqt meri copy ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
Mere bachai to bus paida hotai rehtai hein,
Abh aik larki ho to mein tum ko bataoon,
Har roz ik nai larki kai saath hum sotai hein,
Abh sargayi ho kaafi, yah aur tum ko jalaoon? ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
jala dou aur hamay thoura aur phir say jala dou
aaj kis kay naam sham hai yeh bhi zara bata dou
ta’ keh may bhi khouloun apni appointment book
finding perfect guy, two seconds of my life only it took ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
Chalo acha hoa mein milgaya, woh bhi sirf do seconds mein,
Magar yeh sunlo emmo auntie, aap khawab dekhna bund kerain,
Mein to hoon mr. perfect guy, yeh shukar hai aap ko pata chala,
Agar paa sako to paalo, yeh buri sai barh ker buri bala ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
haye mai sadqay jaou ya daskay teri in batoun pay
Q nay yeh parah tou thy u shall willl ready to pay
ham nay jis ko chaha thaa woh tou hamay mil hi gaya
tum kahan chalay, hamaray haan aik noker kam parh gaya ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
OK i’m out, i’ve kicked your butt enough…
gtg watch a movie
peaaace…AH
![]()
P.S.- ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
Naukar to tum meri ho, mujhse aisai baatein kerti ho?
Is mahina ki tankhaw tumhari cut, jakar ansoo bhar ker ro,
Q bichara kya kerlaiga, apni kabr sai usko fursat kahan,
Akar mujhse panga lai, us mein itni himmat kahan…![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
kicked ma butt?? ![]()
i was standing behind u all along :halo:
bye
have fun ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
himat ki kiya baat, woh bachoun say pangah nahee layta
tum jaisey noukroun ko fazool attrention bhi nahee dayta
chal munna meray jaa jaa kar abb paith dard apna sambhalou
kuch samajh nahee aye tou meray jootoun say apna sar tind kar wa lou ![]()
Re: jaaan lewaa the hidden…
itni cute sa to shair tha.. :Pretty: