jaaan lewaa the hidden....

Re: jaaan lewaa the hidden....

yea he write really good, maan it touches ur heart deeply...my right ventricle forget to push the blood into the pulmonary artery :(

Re: jaaan lewaa the hidden....

ohoooo ab kiya hoga....are we gonna lose emm now bcoz of the problem that janu's poetry created??

Re: jaaan lewaa the hidden....

naaa, it gives more more hope to live :D

Re: jaaan lewaa the hidden…

mere paas bhi aik shair hai.. :blush:

duur se deakha to kuch nazer nahi aaya..

paas ja ker deakha to kuch tha hi nahi.. :sleep:

Re: jaaan lewaa the hidden....

KSA aisa sher parh kar tu mujhay bhi neend anay lagi hai

Re: jaaan lewaa the hidden…

pooooooooorana sheeer :yawn:

listen to this:

pagli jo ayee youn hamaray darbaar may hazoor
jaisey koi gira darakht say aik sara huwa khajoor :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

you didn’t complete it :mad:

pagli jo ayee youn hamaray darbaar may hazoor
jaisey koi gira darakht say aik sara huwa khajoor
Bhet ker khai mein nai do teen angoor,
Emm ko rula rula kai chor na hai zaroor :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

yaar kiya hai beemari tumhay mujhay roulani ki
rula kar mujhay kiya faeedah kisi ki rouh jalanay ki
mana ham nay prefer kiya ‘‘Q’’ ko tum say ziadah
u just dont know tareeqah apni baat manwanay ki :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

mere naam ko badnam kar rahe ho:frusty2:

Re: jaaan lewaa the hidden…

Shukar hai tum nai Q ko prefer kiya jaan,
Pehlai to woh tha ik acha insaan,
tumsai milkar ban gaya bohot bura haivan, (animal)
Aakhir tum ho hi ik churail jaisa shaitaan…:smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

mai choorail jaisi shaytaan hi sahee
aja meray munaay kiya baat tum nay kahee
hain aakhir ko teri ustaad evilness mai
doodh walay doodh dou, na chayeh dahee :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

aww kitna cute lagta hai ghussay may :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

chup oyeeeee:smash:

Re: jaaan lewaa the hidden....

hou jatti houn chup JL :(

Re: jaaan lewaa the hidden…

Churail to tum ho, yeh baat sahi hai,
Likin meri ustad? Woh tu nahi hai,
Doodh walai ko kya bhulana, woh to hai mujhse dharta,
Mujhe chaye ya dahee deta, to tujh sai bhi buri maut marta…:smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

dejkhtay hain kitni dair rehti ho:hoonh: n tumne tou kaha tha k tum yaha nahi aao gi kuch din:hoonh:

Re: jaaan lewaa the hidden…

marnay maranay ki hi baat kiya karou
kabhi aakar apnay dil ki bhi baat kiya karou
doodh wala maray tou acha hai chiknay
evil kay dil aik jagah nahe hai tiknay :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

oye shaitaan
mujh per yey sher tum ne kis se pooch ker likha???

lo aik tumharay liye

EMM ki har baat shararaton se bhari hui
emm har kisi se jali hui, sari hui:D :smiley:

Re: jaaan lewaa the hidden…

kaha tou thaa :smiley:

but ppl love khenching me here :halo:

Re: jaaan lewaa the hidden…

EMM nay kiya jalna, jalnay walay nay khud boul diya
ham say pangah lay kar Pagli toun nay, sara jahan khou diya :clap:

wah wah wah :smiley: