Re: It takes only a …
kiyoon aap ko itna gussa kiyoon charha hai
jao ham nahi larte ![]()
Re: It takes only a …
kiyoon aap ko itna gussa kiyoon charha hai
jao ham nahi larte ![]()
Re: It takes only a …
kahaan jaaon
yea tu bataa du pehlay :halo:
Re: It takes only a ...
Chalo kaheen door yeh samaj chor dain
Tunnia ki rasm-o-riwaaj torh dain ...
*May'm Cold Breez, *
bahar rickshaw ready hay, meter down hay, jaldi karain, rickshaw main bhaag chalain ...
Re: It takes only a …
[quote=“Dada_Abbaa, post:25, topic:160516”]
Chalo kaheen door yeh samaj chor dain
Tunnia ki rasm-o-riwaaj torh dain …
**May’m Cold Breez, **
**bahar rickshaw ready hay, meter down hay, jaldi karain, rickshaw main bhaag chalain …/**quote]
aap kaisi baatein kerte hain shareef bachi se
and us ke aammi abbu ko batati hoon ahbi mein ![]()
Re: It takes only a …
jo kaam kaha hia woh kerne jao
pm parho aur karo:naraz:
Re: It takes only a …
Dada Abba,
bhaag kar jaana kahaan hai.
waito zaraa. kuch parathay aur anday tu rakh loon ![]()
Re: It takes only a …
okau c u guys
take care:wave:
Re: It takes only a …
har waqt kaam. office mein kaam, ghar mein kaam, GS per kaam ![]()
mujhey russi aur punkha la du bus
hum latakna chahtey hain
Re: It takes only a ...
Umm e wazeefah,
kon bachi ? :s
Cold Breeze,
nehar waalay pull par picnic mananay jarahay hain kia ?
parathay and anday hoonh ... agar rakhna hay to tamaam dolat, maal, rupia rakh lo :-p
Re: It takes only a …
pankha konsa waala ? pedestal Fan chalayga ? or table fan
Rassi ? Bhains baandhnay wali chahyay na ?
Re: It takes only a …
jao mein nahi bolti CB tum se ![]()
dost dost naa raha ![]()
Dadda ji : apni Cool bachi aur kaun:halo:
Re: It takes only a …
haan haan
mairi saari dolat per qabza karnay ka plan bana lo bus
mai nay bhi saaray rupia say anday khareed liye hain
machli kay. ab mairay paas machliyaan hi machliyaan hoon gi ![]()
Re: It takes only a …
as you wish sarkaar ![]()
kaam ho jaaye ga… ![]()
Re: It takes only a …
main akaila thori qabza karoonga, ham donoN mil kar qabza karaingay, phir saari zindagi aish hi aish … kaisa? ![]()
Machli kay anday ? :s …
(yeh machlian anday q daiti hain)
Hamm kia Bangali paaray main shift honay waalay ? :s machliaan eww
Re: It takes only a …
nai. wo japaani waala punkha chahyie ![]()
wo chun chun walaaa
russi koi bhi chalay gi… ![]()
Re: It takes only a …
Tera naam chun chun chun
O Baba chunn chunn chunn
Raat chaandni, main aur tum ![]()
aik hay pankha meray pass, zamana-e-qadeem… shayad Unnes-so-dairh ka hay, lekin uss ko pakar kar rakhna hath main … aur monh ko idher udher karna, hawa lag jaigi … pankhay ko hilaaya to pankha toot jaiga :-p
Re: It takes only a …
machli ki marzi k wo anda dey ya na dey … ![]()
bangali paara sounds so ghareeb ghareeb. Mulbaari sounds interesting ![]()
aish hi aish ![]()
Re: It takes only a …
kiouN machli kiyaa samandari jungle kee baadshaa hai ![]()
Re: It takes only a …
wo kia bazurgoon nay aik dafaa kahaa tha k apnay ghar mein tu billi bhi shair howa karti hai ![]()