Re: It takes only a …
amerki lihaaz se ullo bohat samjhdaaar janwar hai so anjaam bhi amerki hi ho gaa ![]()
Re: It takes only a …
amerki lihaaz se ullo bohat samjhdaaar janwar hai so anjaam bhi amerki hi ho gaa ![]()
Re: It takes only a …
itni philosophical baatein aur wo bhi cafe mein ![]()
![]()
![]()
Re: It takes only a …
hum sub maiN saY yahaaN beThaa kaun hai :-s?
Re: It takes only a …
CB tu kursi per kharRi hai. baqi logoon ka pata nai ![]()
Re: It takes only a ...
hum sub maiN saY yahaaN beThaa kaun hai :-s?
Re: It takes only a …
cb ko lagta ahi mashter sahab ne saza di ahi ![]()
Re: It takes only a …
![]()
Re: It takes only a …
tum bhool rai ho k hum kuch arsay pehlay aik adad kursi jeetay hain - jis per hum kabhi kharRay howay thay
![]()
Re: It takes only a …
haan to woh bethney ke liye jeetyi thi naa ab khari kiyoon hi kiya sab ne saaza muntakhib ki hai tumhare liye :aq:
Re: It takes only a …
![]()
Re: It takes only a …
mairay kharRay honay say tumhaaray jigar mein kyon dard uth raha hai :aq:
Re: It takes only a …
kiyoon ke mujhe tum se poori hamdardi ahi ke tum apni kursi kaa najaaiz istemaal naa karo aur tumhain koii nuqsan bhi to naa pohchahye
Re: It takes only a …
![]()
Re: It takes only a …
ab itna khujaaoo nahi ke aqal thodi se bahir niqal jaaye
Re: It takes only a …
tumhaari aqal thorRi mein paai jaati hai kia ![]()
Re: It takes only a …
siyaasi guftugoo saY baraa-e-mehrbaani ijtenaab-O-parhaiz farmaayeN ![]()
Wifaaqi Wizaarat-e-Umoor-e-Daakhila-O-Khaarijaa
Gupistan
Re: It takes only a …
mujhe nikalwanay ka shauq nahi aqal daarh apni
itna khujaa rahi theen socha bechari ko dard bara hai
Re: It takes only a …
tum dono apas mein larRaayi larRaayi khailo ![]()
Re: It takes only a …
aur tumhain jo kaha hi woh naa karo ![]()