Re: "Islam is a perfect religion"
Aik aur Point jo kisi ka post main parha aur doosray websites main bhi parha hai aksar hindu's kahtay hain kay Slaughter of animals kay baray main to meray hindu bhaion aur behnon to aap jo pattay khatain hain wo bhi to jandaar hotay hain wo bhi khana chor dain. To insaan mar na jaay khaay baghair.
Naa animal khain na pattay ghass phoos kahain to bhai zindagi kay liaay to khana zaroori hai na khain to bhook say mar jain. Aap log darkhton patton ko kioon khana naheen chortay wo bhi to jandar hain.
Sirf musalmanon kay khilaaf hi janwaron ki himaayat karna hai aur Becharay jandar darakhton ko khana hai yay dohri policy kioon.