Re: Ishq aazaar aur Honey Moon Period
ek darjan thorhay ziada hain bhai… nisf darjan say bhi baat achi tarha samajh aa rahi hay
lekin jahan tak mozoo ka talluq hay, rishta e azdwaaj main bandh jana aur rehmat e khudawandi say kaseer ul ayaal hojana daleel nahi k zojain k mabain yaqeenun ishq o muhabbat ka b silsila hay.. hain ji..